Me abhi repeat dekh rahi hu
Maine us bande ko notice kiya jiska pic aaya tha na kal amar sir ke saath
Repeat dekhna hi nahi chahiye yar
Kal jo dargah me baj raha tha na kya bolte hai use mujhe pata nahi hai...par TV pe abhi wo baja hi nahi...tune baj rahi thi koi