Originally posted by: aryapdane
Mujhe iss bhuri ka bhi samajh nahi aata. Virendra se zyada toh yeh sakshi ka jaap karti hain.
Kisi ne last discussion me bola bhuri sakshi ki behen hai🤣🤣🤣🤣
Is ghr ki pratha hai har bahu ko apne sath dahej me bhai ya behen lana must hai