i would love to see sadka kiya tera ishq ke
i like that song
specially lyrics well suits to MAYUR
Kuch khwaab dekhe hain..
Kuch rang soche hain..
Ab maine kal apne.. tere sang soche hain..
Iss raah mein jab bhi.. tu saath hoti hai..
Kisson ke panno si har baat hoti hai..
Rooh jo huyi meri fida..
Toh pal mein uthi koi sada..
Ke dil se hua judaa judaa..
Toota main iss tarah..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan.. deedar hua
perfectly potraying mayank's feelings when nupur met him .......he dreams his dreams with her alll dreams with her future as nupur was only he wanted in his life ...Tere murdne se suraj murd gaya..
Teri roshni ke saaye mein main dhoop si khili..
Mera aasman bhi chota pardh gaya..
Mujhe jab se hai baahon mein teri panaa mili..
its well telling how nupur feel when she is in his arms ...she forgets everything .......her all world lies there in his arms that what perfectly holds mayur hugs it just completes them.........no need of word is there than .....just a hug tells my world lies here.
Woh thehri teri adaa adaa..
Ke ruk bhi gaya mera khuda..
Toh mujhpe hai yeh asar hua.. toota main iss tarah..
Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan.. deedar hua..
nupur's adaa r so so cuteeeee adorable which makes mayank fall in love .......that made mayank fall for her her innocence ..in her talks in her style .......he loves her nupur as she is .......Teri khushboo mein bheege khat mile..
Tere rang ki siyaahi se likhe, pardhe, sune..
Teri baaton ke woh saare silsile..
Meri dil ki kahani se sune, kahein, bune..
Main kar na sakoon bayaan bayaan..
Ke chup si hui meri zubaan..
Yeh dil mehmaan hua hua.. toota main iss tarah..
[Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan.. deedar hua..] x2
Kuch khwaab dekhe hain..
Kuch rang soche hain..
Ab maine kal apne.. tere sang soche hain..
Iss raah mein jab bhi.. tu saath hoti hai..
Kisson ke panno si har baat hoti hai..
Rooh jo huyi meri fida..
Toh pal mein uthi koi sada..
Ke dil se hua judaa judaa..
Toota main iss tarah..
[Sadka kiya yoon ishq ka..
Ke sar jhuka jahan.. deedar hua
i really think this is somewhere perfectly mayur song .........little peppy with all love of depth ...that what mayur is lively .........yet they have a different shade of love that what make MAYUR different shades of love mayur carry.
Edited by loving_bird - 15 years ago