jaane tu meri kya hai jane tu meri kya tha
sath tere har pal, sath har lamha tha
jane kaisi kasak hai jane kaisi tadap hai
kyun ye ankhe namm hai, jane kaisa gam hai
hai dosti humko yankeen to dosti aur kuch bhi nahi tha
par kaise tujko bole kyun chubathe hai pairon me kate
jana dil jana kaise main ne na janaa ki pyar yahi hai ye jane tu yaa jane na
jana dil jana kaise tune na jana ki pyar to hai ye jane tu ya jane na
jane tu mer kya hai , jane tu meri kya tha
sath tere har pal, sath har lamha tha
kyun aise chubati hai tujse doori kyun lagti hai jindagi yu adhuri
chua kisi ne tujko to laga ki dil me kisi ne aag lagake dunya jala di hai meri
jane tu meri kya hai, jane tu meri kya tha
sath tere har pal, sath har lamha tha
jane kaisi kasak hai, jane kaisi tadap hai, kyun ye ankhe namm hai, jane kaisa gam hai
jana dil jana kaise main ne na jana ki ye pyar yahi hi hai ye jana tu ya jane na
jana dil jana kaise tune na jana ye pyar hi hai han ye jana tu ye janana