The car stopped in front of the jail . Madhu stepped out of the car . Just before going inside she said in her mind " Hey Bhagwan mujhe shakti dena mujhe himmat dena taaki main RK se wo saab baatein keh sakoon jo main sayad kabhi RK se bol hi nahi sakti lekin meri majboori hai ki mujhe bolna hoga " . She went inside the police station . Bittuji was there talking with the inspector . Seeing Madhu he got up from his chair and told " Bhabiji aap aagayi . Chief kabse aapki intezaat kar rahe hain . Aap mere saathe aiyye " . Hearing that RK was waiting for het for so long Madhus heart skipped a beat . But then she realized that she had to break his heart today . Steeling her mind she went with Bittuji . RK was in his cell . He looked so tired . There were dark lined under his eyes as if he had not slept for days . He was standing with his back towards Madhu and Bittuji but hearing footsteps he turned and saw them . He flashed a dazzling smile at Madhu and told " Biwi aagayi tum ? " Madhu could not return the smile instead in a dry voice she said " RK mujhe tumse kuch bahut hi zaroori baat karni hai akele me " Hearing her voice RKs smile vanished . Puzzled by her voce he asked " Biwi sab thik to hai na ? Tum bahut pareshaan lag rahi ho ? " " Haan RK sab thik hai bus mujhe tumse baat karni hai . Bittuji aap please thode der ke liye bahar jayengi ? " Bittuji went away .
Madhu started " RK mujhe tumse bahut zaroori baat kehni hai . Please bahut gaur se aur dhyaan se meri saare baatein sunna . Ye sab jo bhi hua uske baare mein maine bahut socha . Aur bahut soch vichaar karne ke baad mujhe ye samajh me aaya ki RK aisi zindagi mujhe nahi chahiye jahan mujhe har pal har ghadi ye chinta lagi rehti ke agle pal me kya hoga jis zindagi me kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai . Har roz koi na koi naya toofan aate rehte hai . Mujhe ye saab se chutakara chahiya mukhe ye saab se mukti chahiye . main ye saab aur nahi jhel sakti . Mujhse ye saab aur samhala nahi jaata mujhe tumse talaq chahiye " . RK felt as if there was an earthquake . He felt as if the ground shook under him . He felt his world falling apart . He felt someone had sliced through his heart . He could not believe that Madhu , his Madhu could want to go away from him . He simply could not understand what was happening to him . He felt as if this was his worst nightmare but he was sure that he will come out of it . He tried to speak out but words were not forming in his mind . He gulped and tried to speak again " Madhu ye tum kya keh rahi ho ? Tum mazak kar rahi ho na ? Mujhe aisa ghatiya mazak bilkool hi nahi pasand . Tum aise nahi keh sakti mujhe pata hai . Meri Madhu mijhse kabhi bhi alag nahi ho sakti . Bolo na ye saab ek mazak hai na ? Bolo na Madhu " " Nahi RK ye sab koi mazak nahi hai balki ye ek kadwa sach hai jisse tumhe sweekar karna hi hoga . Main ab aur tumhaare saath nahi reh sakti . Tang aa chuki hoon main ab tumhaare saath rehte rehte . Tum pata nahi kaab taak jail merahoge par mujhe mera azaadi chahiye . Main divorce papers laayi hoon ispe sign kar do aur mujhe kuch nahi chahiye " Saying this she gave the papers to RK with shaking hands . " Ye lo RK ye pen lo aur sign kar do " RK looked at the papers . She had already signed thenm . RK now realized that this was not a nightmare indeed it was the shocking reality . His whole world came tumbling down . Luck had again deprived him of love . He was really a failure in love . This was the fourth time has was cheated in love . He made a last attempt to survive this . " Madhu tum ye kyun kar rahi ho mere saathe ? maine aisa kya kar diya ki tum mujhe itni badi sazaa de raahi ho ? " Madhu wanted to cry out saying that she had no other option but with great difficulty she somehow managed to say " Maine to tumse pehle hi kaha ki mujhe aisi zindagi nahi chahiye . Main aur kuch bol nahi sakti . Bus mujhe bus ye papers sign karke do . " " Thik hai Madhu main sign karke doonga lekin tum thode der baad ao main sign karke Bittuji ke haath ye papers bhej doonga . Please bus itna ehsaan kar do mujhpe " Madhu did not have the heart to deny this last favour . She understood that RK wants some time before he signs the papers so she said " Thik hai . Main abhi jaa rahi hoon . Bittuji ke haathon ye papers sign karwaake bhej dena aur haan ye humari aakhri mulakaat hai . " Saying this she went away .
Ab tere bin ji lenge ham
Zahar zindagi kaa pi lenge ham
Kyaa huaa jo ek dil tuut gayaa
Kyaa huaa jo ek dil tuut gayaa
Ab tere bin ji lenge ham
Zahar zindagi ka pii lenge ham
Teri aashiqi bhi ye kyaa rang lai
Vafaa maine kii tuune kii bevafaai
Meri bhuul thii main ye kyaa chahataa thaa
Kisii bevafaa se vafaa chahataa thaa
Tu jane kyaa beqaraarii
Bedard, bemuravvat
Jaa sangadil hasinaa
Dekhii teri muhabbat
Ab maine jaanaa tujhako beraham
Ab tere bin ji lenge ham
Zahar zindagi ka pii lenge ham
Sanam toD detaa muhabbat ke vaade
Agar jaan jaataa main tere iraade
Kise mainne chaaha
KahaaN dil lagaayaa
Main naadaan thaa kuchh samajh hii na paayaa
Mere aaNsuon ke motii
AaNkhon se bahataa paanii
Mere tuute dil ke TukaDe
Tere pyaar kii nishanii
Kaise main bhuluungaa tere sitam
Ab tere bin ji lenge ham
Zahar zindagi kaa pii lenge ham
Kyaa huaa jo ek dil tuut gayaa
Ab tere bin ji lenge ham
Zahar zindagi ka pii lenge ham
Ji lenge ham
RK thought " Ye kaise hua . Meri Madhu to aise kar hi nahi sakti . Mukhe pata nahi kyun isme kuch garbar lag raha hai . Ek din pehle bhi wo mujhe choodne ka naam hi nahi le rahi thi aur aaj aake divorce papers de ke gayi . Nahi aisa kabhi ho nahi sakta . Kuch to gadbad hai . Mujhe pata lagana hoga "
On the other hand Madhu was lost in her own thoughts about her and RKs words just now
Hum donon ek jaan hain
Do dil ek armaan hain
Lekin ab is mod kar
Dekhein daaman chhod kar
Waqt ka hai ye faisla
Hum tum ho jaayein juda
Maangein khushiyon ki dua
Ek duje ke vaaste
Maangein khushiyon ki dua
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste .
Please like and comment