Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 07 Sep 2025 EDT
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread-8 Sept 2025| Teams DT note P.58
NASEEB vs BADNASEEB 7. 6
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 8, 2025 Episode Discussion Thread
BHAGODI MAIRA 8.9
Anupamaa 08 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Kareena Kapoor in London/ Birmingham for Malabar Gold and Diamonds
BALH Naya Season EDT Week #13: Sept 8 - Sept 12
The ba****ds of bollywood trailer
Originally posted by: pyaare_laal
Ho ek 'prani' ko dekha to aisa laga. Ek prani ko dekha to aisa laga. Jaise jala huwa saag. Jaise bhayankar sa khwab. Jaise Ramayana mein Raavan . Jaise bin barsaat ka saawan.Jaise chedon wala chhatri . Jaise ek bhrashtachari mantri. Jaise dharavahik mein ho ek ghatiya kirdaar . Ho ek 'prani' ko dekha to aisa laga. Ho ek prani ko dekha to aisa laga. Ek prani ko dekha to aisa laga. Jaise amaavas ki raat. Jaise fizool ki baat. Jaise macchar bhagane ka dhup. Jaise ek patthar kuroop. Jaise kisi sok sabha ka gaan. Jaise koi putla bejaan. Jaise ghatiya sa khel. Jaise dil mein bhara ho mael. Jaise dharavahik mein ho ek ghatiya kirdaar .Ho ek 'prani' ko dekha to aisa laga. Ek prani ko dekha to aisa laga. Jaise incurable koi rog.Jaise shani ka yog.Jaise bin supari ka paan. Jaise looti huwi dukaan. Jaise heartless jallad. Jaise nalayak koi aulaad.Jaise phatti baas ka awaaz. Jaise boriyat ka aagaaz.Jaise dharavahik mein ho ek ghatiya kirdaar. Ho ek 'prani' ko dekha to aisa laga. Note: humein 'prani' k vishay mein charcha karne mein zyada dilchaspi to nahi hai parantu mere anuj ne 'prani' k liyeh yeh geet likha aur use yahan chaapne ka request kiya hum uski baat tal na sake toh chaap diya.Kripa kar kuch tippani pradan kijiyega. Dhanyawaad.
Humare geet aapko pasand aaya, humein atyant prashannata hui. Dhanyawaad ji.ATTI UTTAM. AAPKE ISS GEET NE HUMARE HRIDAY KO CHOO LIYA.👏👏
Thanks a lot ji.
<h1><font size="2">Ek prani ko dekha to aisa laga!</font></h1>Awesome.😆👏
Originally posted by: pyaare_laal
Ho ek 'prani' ko dekha to aisa laga. Ek prani ko dekha to aisa laga. Jaise jala huwa saag. Jaise bhayankar sa khwab. Jaise Ramayana mein Raavan . Jaise bin barsaat ka saawan.Jaise chedon wala chhatri . Jaise ek bhrashtachari mantri. Jaise dharavahik mein ho ek ghatiya kirdaar . Ho ek 'prani' ko dekha to aisa laga. Ho ek prani ko dekha to aisa laga.
Ek prani ko dekha to aisa laga. Jaise amaavas ki raat. Jaise fizool ki baat. Jaise macchar bhagane ka dhup. Jaise ek patthar kuroop. Jaise kisi sok sabha ka gaan. Jaise koi putla bejaan. Jaise ghatiya sa khel. Jaise dil mein bhara ho mael. Jaise dharavahik mein ho ek ghatiya kirdaar .Ho ek 'prani' ko dekha to aisa laga.
Ek prani ko dekha to aisa laga. Jaise incurable koi rog.Jaise shani ka yog.Jaise bin supari ka paan. Jaise looti huwi dukaan. Jaise heartless jallad. Jaise nalayak koi aulaad.Jaise phatti baas ka awaaz. Jaise boriyat ka aagaaz.Jaise dharavahik mein ho ek ghatiya kirdaar. Ho ek 'prani' ko dekha to aisa laga. Note: humein 'prani' k vishay mein charcha karne mein zyada dilchaspi to nahi hai parantu mere anuj ne 'prani' k liyeh yeh geet likha aur use yahan chaapne ka request kiya hum uski baat tal na sake toh chaap diya.Kripa kar kuch tippani pradan kijiyega. Dhanyawaad.
You know yeh sab lines mere chote bhai ne suggest kiya hai! Woh show jyada dekhta bhi nahi kabhi kabhi dekhta hai fir bhi 'prani' use frustrate karne mein safal raha! Dhanyawaad ji.Originally posted by: Niki_cool
<font face="Comic Sans MS, Times, serif" size="2">@ Purple - God these were 🤣🤣🤣</font>
Thanks for your precious comment. Chaliye ji, ab itni bhi jhooti tareef mat kijiye!OMG!🤣
🤣Awesome post!👏Love it!!I have told you already that I am your fan, right?😳😆