Yr gujrat maharashtra mai madhubala ka segment aya yr yeh news channel kisi ko sayad ni pata.usme madhu bittuji bethe te aur madhu k hath mai mehdi lag rai thi aur bittuji madhu aur mehdi wala mazak kar rahe the aur madhu apni mehdi ki tarif kar rai thi. par papa dkh rahe the toh mai ghar i thi toh behti thi tb dkha papa ne khaha ki yeh kya hai kc maine kaha papa serial hai.papa ne kaha ishka sai naam madhubala hai maine kaha ki serial mai madhubala hai real mai drashti papa ko b drashti sundar lagi maine kaha papa gujju hai yeh.