😳
Hai!!!!!main mar jaawa..........raj ka gussa dekh kar main to itna sharma rahi thi....usske gusse me bhi pyaar dikhtha......koi mujh pe bhi gussa kare....😳😆
Mirror todte waqt main to darr gayi.....lekin gusse me kya lagta hai.....aur jis tarah se wah ali aur naina ki taraf lag raha tha.......waah ankhon me nami kitni acchi lagti hai.......rote waqt waise mujhe aacha to nahi lagtaðŸ˜..lekin rone me bahut cute lagta hai.....😳
Naina ko daant ki bahut zaroorat thi.......ab us me akal wapas aajaye gi..😉....aur apni naina ....raj ki baat to maan hi jaayegi...warna apna shona naraaz ho jaayega.....😆