haan to dosto scene kucha aisa tha ki
naina huda se shadi ker rahi thi aur huda ne vo fresher ball party vala suit pahn rakha tha naina ne yellow kurta jo vo roj pahnti hai
mera RANJHA vahan unki shadi kera raha tha aur usne kal ki fight sword vali sleevless tshirt aur jeans pahn rakhi thi[ hi kya shonu monu sa lag raha tha ]........abhi unka witness bna hua tha...usne entry scene jaisa dressup ker rakha tha
aur naina ko huda pe gusaa aa jata hai kyonki vo bhais ko nahla raha tha😆......... tabhi vo huda ki balti jismein pani tha fek deti hai to........... abhi kahta hai naina ye apne kya kiya pani bekar ker diay aur phir vo apni drum stick nikalta haary potter ki trah kerta hai aur phir magic spark usmein se nikalti hai aur vo pani ko BIPS bna deta hai [bips ne AISH ki crazy kiya re vali dress pahn rakhi thi]
aur vo RANJHE k brabar mein khadi ho jati hai ...........huda aur RANJHA use dekhne lagte hai
naina ko aur gussa aa jata hai bolti hai abhimanyu ye kya kiya pahle to huda hi sirf dhayn nahin de raha tha ab to ye RAJVEER bhi gaya main tujhe nahi chodungi aur vo abhi ki marne k liye pistol nikal leti hai
aur tabhi mere bhai ne ake mujhe utha diya ki kya paglo ki trah nind mein has rahi hai😆😆