Special Part 9
It is Sumit and Kumkum's wedding day, everyone is happy and looking forward to the wedding, Mehr, Ankita and Anum are helping Kumkum get ready.
Anum - mujhe Kumkum ka make up karna hai
Ankita - nahin na main karoon gi
Anum - nahin main
Anikta - of ho agar main karoon ya tum, ek hi baat hai
Mehr - oh god, tum dono bhi na, Anum tum make up karlo, Ankita tum Kumkum ki jewellery lekar aao, bohat achi tara se sajana hai Kumkum ko
Kumkum (blushes)- baraat kab aayegi?
Mehr - oye oye kyun, Sumit ko miss kar rahi ho
They all laugh, Tulsi comes
Tulsi - arre vaah, kitni khoobsurat lag rahi hai meri Kumkum
Kumkum - mama aap bhi na.....
Tulsi - kisi ki nazar na lage
Tulsi hugs Kumkum, Mihir comes
Mihir - kya baatein ho rahi hai ma beti mein
Kumkum - papa
Kumkum gets up, when Mihir sees Kumkum in the shaadi ka joda, tears come to his eyes
Kumkum - papa aap ro rahe hai
Mihir (wipes tears) - nahin....yeh tho kushi ke aasoon hai
Kumkum - aap jhoot nahin bol sakte papa
Mihir - kya karoon, tum ja jo rahi ho
Ankita - cummon now uncle, yeh London thodi na chal rahi, Mumbai mein tho rahi gi, aap jab chahe is dhek lena
Mihir (laughs) - voh tho hum karenge
Kumkum hugs Mihir and Tulsi. Meanwhile at the Whadwa House Sumit is getting ready.
Sumit - Rahul......Rahulll meri pagari kahan hai???
Rahul - arre tumhare kamre mein thi
Sumit finds it
Sumit - mil gayi!!! ab kaise penhoon?
He holds up the pagari ka kapra in front of him, and has a confused look on his face (so cute 😉 )
Shilpa - Sumit kya hua?
Sumit - yeh pagari.......
Nidhi - oh i see, dont worry hum tumhari madat karte hai
Kimi - chalo girls!
All the girls pile in Sumits room to help him tie the pagari, when they finish Sumit looks in the mirror, he gets angry
Sumit - yeh tumne kya kiya!!!! Pagari idhar udhar kar diya
The girls all laugh, Sona gets a camera and takes a picture
Resham - yeh hum Kumkum ko dhikayenge
Sumit - no way
Verni yes way Sumit...
Veena - kya ho raha hai yahan? baraat ko lekar jaani hai Kumkum ke ghar, Sumit yeh kya halat banayi hai
Sumit - in ladkiyon ne kiya hai
Veena - of ho, tum ladkiyan jao, Sumit baitho main tumhari pagari teek karti hoon
1 hour later the baraat is leaving the Whadwa House, heading for Kumkum's house, Mehr, Ankita and Anum are waiting outside Kumkums house to greet the baraat
Anum - god kitni dher lagate hai
Ankita - tum chup karo, aate hoge
The baraat arrives, Sumit and his family go towards the door but the girls stop them
Mehr- aise thodi jaane dhenge, pehle shagun do
Sumit - kya?
Ankita - ladke ki shagun ke thor se humhe paise dhene hai
Tulsi - girls....
Anum - nahin aunty humhara hak banta hai
Sumit - teek hai kitne chahe?
Ankita - ek hazar ek rupees please
Sumit - kya!
Veena - arre dhe bhi do
Sumit takes money out, Mehr grabs the money and divides between her and her sisters
Ankita - ab aap aah sakte
Sumit and his family go inside, they sit down, Sumit sits in the mandap,
Pandit ji - kanya ko bulaye
Mihir - kumkum ko lekar aao
The girls and Tulsi get Kumkum, Sumit sees her, his eyes widen.
Sumit (thinks) - wow Kumkum kitni khoobsurat lag rahi hai, bas ab voh meri hogi
Kumkum sits down, Sumit smiles at her, she blushes. The phere happen and everyone is throwing flowers at them, Sumit puts the mangal sutra on her and sindoor on her forehead
Pandit ji - ab badon se ashirvad lo
Sumit and Kumkum take ashirvad from their parents
Shilpa - ab masti ka time aahgaya, chalo kuch gaane ho jaye
The girls and Rahul begin to sing Dulhania from Dosti
dulhania dulhania
dulhania dulhania
dulhania dulhania
dulhania
teri baanegi ye dulhania dulhania
dulhania dulhania
teri baanegi ye dulhania dulhania
dulhania dulhania
sharmaye sharmaye dulhania dulhania
dulhania dulhania
raat ye aayi hain naachenghe hum
teri sagayi hain naachenghe hum
naachneghe sang mein dulhania dulhania
dulhania dulhania
dulhania dulhania dulhania dulhania
teri baaneghi yeh dulhania dulhania
dulhania dulhania
sharmaye sharmaye dulhania dulhania
dulhania dulhania
tujhse hain ashiquii
tujhse hain har kushi
ishq mein ko gaye
mein teri hogayee
bole yeh pehro ki pejanya pejanya
sharmaye sharmaye dulhania dulhania
raat ye aayi hain naachenghe hum
teri sagayi hain naachenghe hum
naachneghe sang mein dulhania dulhania
dulhania dulhania
dulhania dulhania dulhania dulhania
teri banughi mein dulhania dulhania
dulhania dulhania
sharmaye sharmaye dulhania dulhania
dulhania dulhania
kyun tere chehre pe thum gayi ye nazar
hosh kyun oor gaye yeh hua kia assar
sajaanjee hogayee sajaanya sajaanya
sajaanya sajaanya
sajaan ki hogayee sanjaanya sajaanya
saajaanya sajaanya
sharmaye sharmaye dulhania dulhania
dulhania dulhania
raat ye aayi hain naachenghe hum
teri sagayi hain naachenghe hum
naachneghe sang mein dulhania dulhania
dulhania dulhania
dulhania dulhania dulhania dulhania
teri baanegi ye dulhania dulhania
dulhania dulhania
sharmaye sharmaye dulhania dulhania
dulhania dulhania
dulhania dulhania
dulhania dulhania
dulhania dulhania
dulhania ..
Everyone is happy, Its time for the bidai, Tulsi and Mihir hug Kumkum
Mihir - meri Kumkum ka kayal rakhna
Sumit - of course papa
Ankita is upset, she begins to sing Mujhe Sajaan Ke Ghar Jaana Hai from Lajja
--FEMALE 1--
Mehndi lagaake aayi
--FEMALE 2--
Haai
--FEMALE 1--
Bindiya sajaake aayi
--FEMALE 2--
Oye hoye hoye hoye
--FEMALE 1--
Mehndi lagaake aayi, bindiya sajaake aayi
Choodi khankaake aayi, paayal chhankaake aayi
Ho, ab geet milan ke gaana hai
--CHORUS--
Gaana hai, gaana hai
--FEMALE 1--
Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 3
--CHORUS--
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
--FEMALE 1--
Haan, mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 2
--FEMALE 2--
Gudiya patole the meriyaan nishaaniyaan
Yaadon reh jaaniyaan
--FEMALE 1--
Bachpan beeta jawaani aayi, hoye
Bachpan beeta jawaani aayi
Saajan ka sandesa laayi
Saiyyaanji ki sej ko jaake
Phoolon se mahekaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 2
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
--FEMALE 2--
Jamdiyaan mohe piya to paraaiyaan ho jaandiyaan
Piya mar jaaniyaan
--FEMALE 1--
Pal mein naata tod chali main, hoye
Pal mein naata tod chali main
Baabul ka ghar chhod chali main
Ab to piya ke des mein
Saara jeevan mujhe bitaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 2
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Oh oh oh, aah aah aah aah
Beti ki taqdeer ka likha, haai
Beti ki taqdeer ka likha padhke mamta royi
Kisi ne isko janam diya aur le jaaye ise koi
--MALE--
Ho, sajdhajke aaye baaraati, laaye ghode haathi
O, teri shaadi ke mauke pe milke sehra gaayenge
Sada suhaagan rahe tu banno, tujhe duaaein de jaayenge
Aaj ki raina hum logon ko jhoom jhoomke gaana hai
Oye hoye!
--CHORUS--
Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 2
--FEMALE 1--
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai - 2
Kumkum sits in the car, the car drives off, Tulsi and Mihir hug
To Be Continued
Read the rest of Sumit and Kumkums journey in Part 10!