Originally posted by: DevakshiCrazy
Anush ek baat to bata
Tujhe sabse jyaada kya pasand hai
Chaanta ya mukka
Kyunki tujhe dono maarne ka mann kar raha hai
Duffer aisa teaser koi deta hai kya??????
Kal ya parso nahi
Tera time up
Aaj ke aaj update kar
Warna spam kar dungi 😈