Originally posted by: baijubavra
Mujhe to Ishwari se bhee bada chakkar aa Gaya tha ye sun kar ! thank goodness you clarified !🤣
Arrey cmon yaar jo insaan diwaar phaand ke apni biwi se milne aaye woh hijda kaise ho sakta hai????
Btw i hope ki tumhe bhi chakkar na aa gaya ho isshu maa ki tarah
Bichare dev ki shakal yaad aa jati hai jab usne badi mushkil se bhari bharkam issu maa ko apni goad mein uthaya tha 😆