lets share the songs that goes with Devakshi situation - Page 2

Created

Last reply

Replies

29

Views

2.6k

Users

26

Likes

35

Frequent Posters

_RS_ thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#11

Originally posted by: Endlesslove

After that last phone call I really feel the song
"We don't Talk Anymore"
by Selena Gomez, fits in this situation so well.

I was going to suggest the same 😆😆😆
Adi_Ki_Zoya thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#12
Baathon ko Teri , hum bula na sake
Hoke juda hum, na juda ho sake

Dil me hai zinda har gadi tu kahi
Hoke juda hum na juda hosake

Kitni chaahath hai dilme tu jaanena
Kaise dilko samjaaye dil maanena
Bheed main tanhaayi ka ehsas hai .. khuda jaane khuda jaane khuda jaane

Yaadon ko Teri hum mita na sake !
Hoke juda hum na juda hosake
_RS_ thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#13

Ranjhan dhoondhan main chaleya
Ranjhan mileya naa ye...
Jigraan vichon agan laga ke Rabba
Laqeeran vich likh di judaai

Kho gaya, gum ho gaya
Waqt se churaya tha jo
Apna banaya tha..
Ho tera, woh mera
Saath nibhaaya tha jo
Apna banaya tha..

Chadariya jheeni re jheeni
Chadariya jheeni re jheeni
Aankhein bheeni ye bheeni ye bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni (x2)

Aisa bhi kya milna, saath hoke tanha
Aisi kyun sazaa humne hai paayi, Ranjhana ve
Phir se mujhe jeena, tujhpe hai marna
Phir se dil ne di hai ye duhaai, Saajnaa ve
Laqeeron pe likh di kyun judaai..

Gair sa hua khud se bhi, na koi mera
Dard se karle chal yaari, dil ye keh raha
Kholun jo baahein, bas gham ye simat rahe hain
Aankhon ke aage lamhe ye kyun ghat rahe hain
Jaane kaise koi sehta Judaaiyaan.




Aadhyashona thumbnail
Posted: 9 years ago
#14
Tere bin yaara Berang bahara Hai raat deewani naa neend gawara. O karam khudaya hai Tujhe dil mein basaya hai Khud toot ke dil mujhko Iss mod pe laaya hai. O tere bin yaara Berang bahara Hai raat begaani Hai rashq sahara O tere bin yaara Berang bahara Hai raat begaani Na neend gawara Maine chhode hain baaki saare raaste Bas aaya hoon, tere waaste Meri saanson pe tera naam hai, Pehchaan ve (x2) Maine kiye hazaaron minnatein Mujhe mili na Rab ki rehmatein ik tu hi mera anjaam hai Yeh maan ve o karan khudaya h tera pyar Jo paya h khud toot k dil mujhko is mod PE laya he o tere bin yara berang bahara he raat begani na neend gawara.
chaaru26 thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
#15
Tum Bin from Sanam Re

O...

Kuch pal to thehar jaao na
Ya phir laut ke aao na
Yoon kehte nahi alvida
Mud jaao idhar aao na

Tumhe dhoondein meri aankhen
Tumhe khoje meri baahein

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin (x2)

Kitne the waade kiye
Ik pal mein tod diye

Jhootha nahi tu mujhko pata hai
Bas thoda rootha sa hai

Tu roothe main manaau
Par tum bin kahan jaaun

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin (x2)

Ye aasmaan aur zameen
Bin tere kuch bhi nahi
Saanson se mohlat
Zara maang lena
Yoon uthke jaate nahi

Ya phir tu mujhe le chal
Sang apne jidhar tu chala

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin (x2)




Edited by chaaru26 - 9 years ago
survika1111 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
#16
Zaroori thA by Rahat fateh ali khan.. Beautiful Song

Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge
Tune jab aakhiri khat mera jalaya... hoga
Tune jab phool, kitabon se nikaale honge
Dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga

Teri aankhon ke dariya ka
utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zuroori tha ki
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu'on ka
bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
utarna bhi zaroori tha

Bataao yaad hai tumko
Woh jab dil ko churaya tha
Churaai cheez ko tumne
Khuda ka ghar banaya tha
Woh jab kehte thhe
Mera naam tum tasbih mein padhte ho
Mohabbat ki Namaazo ko
qara karne se darte ho
Magar ab yaad aata hai
Woh baatein thi mahaz baatein
Kahin baaton hi baaton mein
Mukarna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Wahi hai sooratein apni
Wahi main hoon, wahi tum ho
Magar khoya huaa hoon main
Magar tum bhi kahin gum ho
Mohabbat mein dagha ki thi
So kaafir the so kaafir hain
Mili hain manzilein phir bhi
Musaafir thhe, musaafir hain
Tere dil ke nikaale hum
Kahaan bhatke, kahaan pahunche
Magar bhatke toh yaad aaya
Bhatakna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu'on ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Pilu05 thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 9 years ago
#17
Khwabon main bhi a socha nahi tha
Ke dhoop bhi milegi chhaon main..

Kanha le ayi khwai se ...
Hai dard ki ye jo barise

Galti Dil ki ya fir ...
Hai waqt ki yeh shaji se eeer...

Hannn hannn hannn
vramya699 thumbnail
Posted: 9 years ago
#18

Geela geela bas paani palkon pe reh gaya
Dhire dhire sapna wo aankhon se beh gaya
Thoda thoda kar yaadein saari kho rahiin
Toota sa pal ik haath mein reh gaya
Hum hain adhure, lamhein adhure
Sawaal adhure, jawaab adhure
Woh khwaab bhi adhoora reh gaya

Geela geela bas paani palkon pe reh gaya
Dhire dhire sapna wo aankhon se beh gaya
Thoda thoda kar yadein sari kho rahiin
Toota sa pal ik haath mein reh gaya

Tanhaai haathon me le waqt khada hai
Ye dil bhi seene me behosh pada hai
Aaj aake mausam saare humko satate hain
Bejaan hai hum haare aur ye rulaate hain
Har pal andhera reh gaya..

Neela neela bas dil ka zakhm wo reh gaya
Zara zara kar saara hausla beh gaya
Thoda thoda kar yaadein saari kho rahiin o..
Toota sa pal ik haath mein reh gaya

Hum hain adhoore, lamhein adhoore
Sawaal adhoore, jawaab adhoore
Wo khwab bhi adhoora reh gaya

Geela geela bas paani palkon pe reh gaya
Dhire dhire sapna wo aankhon se beh gaya
Thoda thoda kar yaadein saari kho rahiin
Toota sa pal ik haath mein reh gaya




randommusings thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 9 years ago
#19

Chhayi hai tanhaai, kyun naa jaane

Saza yeh kyun hai payi, kaun naa jaane

Sooni hai raahein, sooni hai baahein
Sooni nigaahein, jisko hai kho jaana
Woh milta hi kyun hai

Dil ko hai murjhana, toh khilta hi kyun hai
Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai
Dil ko hai murjhaana, toh khilta hi kyun hai

Dekho dekho zara, haye kya tha kya ho gaya
Haye tum meharbaan thay hum shadma the
Mehki thi dil ki waadiyan

Ho ho chahat bhari woh aankhein, ras mein doobi woh baatein
Kho gayi jaane kahan
Palkon ke thay jo saaye, kyun ho gaye paraye
Kyun aa gayi dooriya'n

Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai
Dil ko hai murjhana, woh khilta hi kyun hai
Jis ko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai
Dil ko hai murjhana, woh khilta hi kyun hai
Sooni hai raahein, sooni hai baahein
Sooni nigaahein, chhayee hai tanhayi
Kyun na jaane, saza yeh hai kyun payi, kaun jaane...

Edited by randommusings - 9 years ago
bobadekajal88.8 thumbnail
Explorer Thumbnail
Posted: 9 years ago
#20
This is also and separation song and I really like it...
Movie: Hero (2015)
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Kumaar
Singer: Amaal Malik, Palak Muchhal

tere bin jeena hai aise
dil dhaDka naa ho jaise
ye ishq hai kya duniya ko
hum samjhaaye kaise

ab dilon ki raahon mein
hum kuch aisa kar jayein
ik dooje se bichhDe to
saans liye bin mar jayein

o khuda..
bata de kya lakreeron mein likha
humne to..
humne to bas ishq hai kiya

pyaar ki in raahon mein
milte hain kitne dariya
laakh toofaano mein bhi dil ko
mil jaata hai zariya

is dil ke iraadon mein hai itna asar
lehron se kinaaron pe karta hai safar

o khuda..
bata de kya lakreeron mein likha..
humne to..
humne to bas ishq hai kiya
aaj apne rangon se bichhDi hain ye
tasveerein
haathon mein kahin TooT rahin hain
mil kar do taqdeerein

duniya ye jeet gayi dil haar gaya..
nahi socha tha mil kar kabhi honge judaa..

o khuda..
bata de kya lakreeron mein likha
humne to..
humne to bas ishq hai kiya

hamari adhuri kahani and bullaye song is also good...

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".