har lamah yaad hai mujhe...........apko bhi yaad hoga............
hey guys ap yahan kmh ka wo lamha likho jisne apke dil ko chhu liya ho ..........
ek aur advise dena chahta hu......................
guys hume kabhi bhi kisi ka dil nhin todna chahiye.............khaas taur pe unka to bilkul bhi nhin jo hume sabse zyada pyar karte ho...................
jaise k humare mammi-papa..........kabhi bhi unhe aisi koi baat nhin kehni chahiye jo unka dil tod de.....
wo jo bhi kehte hai hmse...........maarte hain...........daante hai ya jo bhi kehte hain sirf hmari bhalai k lye hi kehte hain..................
hume unka dil kabhi bhi nhin dukhaana chahiye............mai apne mammi-papa se bahut hi pyar karta hu..............
ek lamha bhi nhin jee sakta unke bagir.............
soch ke bhi rona aata hai k unke bagair kaise jiyuunga...........
mere lye wo mere sab kuch hain..............mere sab kush......
mammi-papa itne achche hote hain k jinki tarreef karne lago to alfaaz kam pad jayenge.............
haina.................
hume apne apno ka dil kabhi bhi nhin todna chahiye.............
i love u mammi-papa..................oh.....sorry mai to personal hi hota ja raha hu...........
bas itni si advise hai k aap apne apno ka kbhi bhi dil nhin todna..........plz..........
aap apne mom-daid se bahu pyar karte ho na...........meri tarah..........