"Main Heer Maan? apne parents ki ladli beti? apni choti behen ki best "Didi"? school se le kar college tak har teacher ke liye most outstanding student?
Sab rishtedaar kehte the ke Heer jaisii bachchi tou har ghar main honi chahiye? friends ke liye pore circle main hi san se important hoti thi?
Jab studies finish hoi tou sab kehne lage ke abb waqt aa gaya hai ke Heer apne ghar ki ho jaye? meri Maa sab se zyaada wohi fikar karti thi? aur Bauji woh tou kehte the ke mere liye duniya ka best larka dhund ke layein ge?
Sab log kehte the ke Heer jis ghar main jaye gi usse roshan kar degi? khush qismat hoga woh insaan jo Heer ka jeevan sathi bane ga?
Meri zindagi ek dam perfect thi? kahin koi kami nahi thi? main apni life se pori tarah se satisfied thi? lekin kehte hain naa kabhi kabhi khushiyon ko apni hi nazar lag jati hai? aisa hi kuch shayad mere sath ho raha hai?
Woh Heer jo sab ke liye ek misaal hoa karti thi? aaj wohi Heer ek aisi insaan ban gayi hai jisse dekh kar log kehte hain ke bhagwan na kare kissi ke ghar main aisi larki janam le?
Jo log kal tak meri tareef karte nahi thakte the? aaj wohi log mujhe iss pori duniya ki sab se buri larki mante hain? logon ka kya hai woh tou aise hi waqt dekh kar apna rang badal lete hain?
Zyada takleef tab hoti hai jab aap ke apne? woh log jo app ke sabd se zyada kareeb hote hain? jin se aap kuhd se zyada mohabbatkarte hain? woh bhi aap ko ghalat samjhte hain? aur mujhe bhi yeh dard sehna para?
Problem yeh nahi hai ke mujhe itni pareshaniyon se guzarna parh raha hai? problem yeh hai ke meri waja se meri family ko bohat kuch sehna parh raha hai?
Mujh per se vishwaas tou uth hi chukka hai mere Maa bauji ka? iss liye ab unhe mere hone ya naa hone se koi farak nahi parhe ga? shayad issi liye main itna bara faisla kar pai hoon?"
These were the thoughts going on in the mind of a 22 year old girl, who was standing near a mountain cliff in the beautiful locality of Simla.
The pain of going through the most horrible incident of her life, the pain of losing trust of her parents, the pain of being proved a liar in front of the people who once used to love her.
But now the pain had became unbearable, that's why she had made a decision. A decision she never ever thought of making. But now it was inevitable to change that. She closed her eyes and prayed to the God for one last time that her family gets all the happiness and prosperity.
Then she took a step forward towards the edge of cliff. She wiped the tears rolling down her cheeks and gave a last and final glance to the beautiful city she belonged to. Then she tightly closed her eyes again and took another step towards the edge of the cliff. She felt the cool breeze blowing around her and inched closer to the edge. After few seconds she jumped down the cliff.
Part 7: Pg 32
Part 8: Pg 37
Part 9: Pg 43
sweta2005
Additi...
curledup
zaibun