Pyar karo Sujal ki tarah,
Shadiyan karo Kashish ki tarah,
Lambi umar ho Baa ki tarah,
Rotay raho Tulsi ki tarah,
Sabko hansao Guttu ki tarah,
Har janam main sissy bano Anurag ki tarah,
Kismat se lado Prerna ki tarah,
Shak karo Bajaj ki tarah,
And return back from death, Prem ki tarah
Ab jab kise Ekta ka bakwaas aajaye,
to T.V band karo aur Insaan bano Meri Tarah.😉😆