FF: Hamara Pyaar*(NOTE; pg 112; 3rd oct)* - Page 2

Created

Last reply

Replies

776

Views

92.5k

Users

75

Likes

68

Frequent Posters

sweetprincezz thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 17 years ago
#11
its a short chapter..and yes pls continue..i like the precap..
next time make it a lil longer...:)
~sweet Ash~ thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 17 years ago
#12
Pls continue ...but it was 2 short . update soon 😃
Parth Garewal thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#13
hey its very short dear....plz write more...
tanyaaaa26 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 17 years ago
#14
yeh too short but very nice so do cont soon
AmanaR thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#15
hi guys
thanks a ton for commenting and appreciating. im really sorry for the short update but skool can get really taxing sometimes and i was too eager to start the ff. anyways heres chapter 2 .pls excuse all my mistakes
CHAPTER 2
Heer: prem main yeh shaadi nahi kar sakti aur hargiz nahin karoongi

Prem: heer tum samajhti kyon nahi, main tumhe khush dekhna chata hoon!

Heer: (angry) par meri khusi to tum mein hai. Us mameet ke sath nahin

Prem: (turning around so that heer doesn't see his sadness)heer tumhara manmeet se shaadi karma hi sahi hai. Yeh hi tumhare chacha chai and maa bauji chahte the.

Heer: (screaming)maa bauji chahte the ki main ek ache insaan se aur ek acche ghar mein shaadi karoon.manmeet ka naam to unhone kabhi liya hi nahin tha. Aur chachi , tum to unhe jaante ho, unhe paiso kea lava aur kuch nahin dikhta

Prem: ( holding heers face) jaanta hoon par manmeet ek accha insaan hai.woh tumhara khayal rakhega. Heer parivaar se badh kar aur kuch nahin hota, chahe who jaise bhi ho. Hume unki khusiyon mein hi apni khusi dhoondni chahiye.

(Walking away from her) jab mein ne apne maa bauji se ashlesha se shaadi nahin karne ka faisla sunaya to maine unke aankhon mein who dard dekha jo mein unhe kabhi nahin dena chahta tha….

Heer: ( cuts in) aur mere dard ka kya prem?? Meri khushiyon ka kya?? (crying )Meri khusiyan tumse judi hai. Agar pyaar kiya hai to sirf tumse. Main us chachi ke liya aur unke lalach keliye apne pyaar ka gala nahi ghotoongi

Prem: (still adamant as he knows no one will accept their relationship)heer manmeet ek accha ladka hai.usne hamesha tumhe us chachi say bachaya hai…….

Heer: (now really angry) sahi kaha prem, manmeet bohat accha hai ,bohaot mada ki hai usne meri, mere uspar kai aehsaan hai. Lekin main manmeet ko un saath phero aur kasamo ka vada kaise do jab main khud jaanti hoon ki uski kabhi ho hi nahin sakti… usse kabhi pyaar kar hi nahin sakti. (crying) prem main dil aur dimaag se sirf tumhari hoon and hamesha tumhari rahoongi(hugging him)

Chahe who insaan kitna hi accha kyon na ho agar who tum nahi ,toh heer nahi. Heer prem ke bina bilkul adhuri hai

Prem: (crying as well) us pyaar ka kya faida, kya issat hai jo kisi ko manzoor he nahi, jise bado ka ashirvaad hi nahi. Jab hamare parivaar hi is rishte se hi kush nahin to hum kaise khush rahenge??

Heer: (pushing him away)(mad)theek hai prem kar leti hoon main manmeet say shaadi. Tum kehte ho to kar leti hoon. Par she paoge tum apne heer ke haathon mein kisi aur ke naam ki mehendi, maang mein kisi aur ke naam ka sindoor and gale mein mangalsutra?? Dekh paoge ?? mujhe kisi aur ke patni ke roop mein aur shayad kisi aur ke baccho ki maa ke roop mein dekh paoge???bolo prem bolo

Prem:NNAAAHHHHIIINNNN, nahin dekh paoonga. Bilkul toot jaonga. Par is baat ti tassalli hai ki tumhe kisi ghalat insaan ka nahin hone de raha hoon. Heer tum meri to nahin ho saki par tum kisi ghalat insaan ki bhi to nahin ho rahi ho.heer yeh shaadi tumhare bhalai ke liye hai heer. Manmeet tumhe khush hi nahin par umhe uschachi se bhi door rakhega.apne liye na hi sahi par mere liya please yeh shaadi kar lo!

Heer: (still adamant) prem main apni zindagi sirf tumhare saath bitana chahti hoon, sirf tumhare saath. Aur jis zindagi mein tum nahi ho to use jeene ki koi wajah hi nahin hai. Iss shaadi se behtar to mera mar jaana..( prem puts his hand on her mouth)

Prem:nahin heer aisi baat galti se bhi mat kehna. Agar hamari kismet mein ek doosre ka saath likha hai to puri duniya bhi hame milne se nahin rok sakti aur agar nahin…….

Heer: (crying)aur agar nahin………..

Prem: ( with tears)agar nahin to shayad yeh hamari akhri mulakat hai…………im sorry heer but I just want the best for you but ek baat yaad rakhna ki main hamesha tumhara hoon aur jab bhi tumhe meri jarorat hogi mein palk jhapkai tumhare samne hoonga

Heer: (crying badly)prem nahin….

Prem: sssssshhh ……good bye heer

And with that prem turned around leaving behing a weeping heer and carring with him pieces of his broken heart

please feel free to comment.

sweta2005 thumbnail
Visit Streak 1000 Thumbnail 19th Anniversary Thumbnail + 8
Posted: 17 years ago
#16
its awesomeeeeeeeeee too good very nice part waitingggggg for next asap.
AmanaR thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#17

Originally posted by: sweta2005

its awesomeeeeeeeeee too good very nice part waitingggggg for next asap.

thanks so much sweta2005, im really glad u like it !!!
amana
x.sunayna.x thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#18
Fantastic update, i loved it!
I felt sooo sorry for Heer because Prem was sticking to his decision...
looking forward to the next part!
Sunayna
= ]
?xXx?
AmanaR thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#19
thanks so much ill updt soon
AmanaR thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
#20

Originally posted by: .xganga.x

Fantastic update, i loved it!

I felt sooo sorry for Heer because Prem was sticking to his decision...
looking forward to the next part!
Sunayna
= ]
?xXx?

thanks so much sunayna , im glad that u liked it!!!!!!!!! and yes prem can be very adamant when he wants too
amana

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".