kaya koi sam ke kamre mein nahin jata usse koi kayoon nahin puchta ki pm ki tasveer uske kamre mein kaya kar rahi hai
aur ye ani ki biwiyan ek se bad kar ek
komolika prerm ko utha kar le gayi
aparna ne mahesh ke betein ka khoon kiya fasaya bajaj ko aur aaj sam ne wohi cheez repeat ki
aur anu ko samjh nahin aaya
is anu se koi ye puche ki agar prerna ko mohini ki jaan leni hoti to
wo use maar deti bees saal tak rakhne ki kaya zarurat thi
jab sachai samne ayegi to sirf anu hi nahin balki sabhi khoon ke ansoon royenge
aur tab prerna ko chahiye ki wo kissi ko maaf na kare