in wensday episode dialogues, there was a lot of humour hidden...feelings
apart...like
Bajaj:
Bajaj then opens his eyes and thinks, "Kaise bataoun
tumhein Prerna, nahi batasakta ke apni ek beti ke saath niyae karne
ke liye mujhe apni doosri beti ke saath anniiyae karna
parega".
Funny Part:
"Kuch lete kyoon nahin bajaj...
hajmola sir...vo to poori bottle kha li
"array array poori bottle thode hi khani thi...tabhi tumhari pachan
shakti itni majboot hia ..aaj tak prerna ko koi sachai nahin
batayi....
Mohini
tumhara yahan se jaana hi acha hai, tum packing karo, main naashta
lagwati houn"
Funny part: isse pehle ki main tumhari chauthi shadi karwa doon,
chale jaon yahan se....
Anurag on prem's grave:
tum tu jaante ho na, ke main Prerna ko kabhi dukh nahi pohancha
sakta, lekin pata nahi kyun, jab bhi main uske aas pass hota houn
tu uski zindagi main dukh aate hain, woh bhi meri wajah se, na main
apne liye acha houn na doosron ke liye, "
Funny Part:
Prem is thinking..papa aap apni aur mummy ki janam kundali kyoon
nahin milvate...
Anurag and Komolika:
Prem kahan hai?". anurag says,
Komolika says, "Mere dil main is parivar ke liye". He asks, "Mera
Prem kahan hai?". She says, "Prerna ke dil main".
it was like that roti , kapda aur makan movie. "bharat kahan
hia" ,kashmir se kanyakumari tak.
Anurag says, "Yeh fake
papers tum ne kahan se banaye komolika".
funny part: jeth ji, vo krishna nagar mein jo tel wale ki dukan hai
na, vahan se. jaiye police ko lekar jaiye , use bih pakadwa dijiye
aur mujhe bhi. (it was such a stupid question.if it is fake, will
she tell him kahan se banwaye.)(curtsy Chetna)