Originally posted by: maha khan
hey mahvish hang on mere friend ko kuch mat kaho 😡 haan agar kehna hai to zain ko kaho na woh kis kye hai 😃
thx maha 👏 👏 👏 ab to briyani kah kar hi rahon ga.but zain bura nahi hai yaar woh to hamara dost hay na maha per ab briyani ready rakho main a raha hon.