Arre humour se hi kaam chalana hoga tumhare tarah gaane ka talent nahin hain yaar toh RK ko paatane ke liye humour hi try karna padega aakhir uski gopi jo tehri๐
Mayona RK ko patane ki kya zaroorat hai...woh toh hamara hi hai....ab woh uski gopiyaan ka nahi toh aur kiska hoga! ๐