Posted:
4
Tejasswi Prakash
Aashim Gulati
Karn sangini
Karn: mere maryada, mujhe anumati nahi deti, ki ek stri per war Karu
Urvi: Swayamwar mein ek stri ko bhal purvak uta leejate samay aapko maryada ka swaram nahi hua..
Rang Bhoomi mein swayam adikaro ka baat karne wala ye dhanurdhar, striyon ka adhikar ke baare mein bhool gaya.
Ek asli dhanurdhar wahi hota hai, jiske aankhe nahi, man bhi sahi galat ko dekh paye..
Tho kaise iss dhanurdhar ka man nahi bata paya ki, vo galat ka saat de raha hai.
Karn: Mein sahi aur galat nahi, apni mitra ka saat uske paksh mein kada huin. Ek yodha ka kaam sahi aur galat dekhna nahi.. kintu apne nerktitvya ke bataya disha mein baan chalana hota hai
Urvi: Ek dhanurdhar ka koi dharm nahi, Sanskar nahi, koi vivek nahi, koi vichar nahi, tho ye dhanurdhar, dhanurdhar nahi.. vo ek daas hua
Karn: Yodha ranbhoomi mein apna laksh leke aate hai Rajkumari.. Vivek, soch aur sanskar, ye tho paksh ginte ki samay aata hai..
Yudh sahi aur galat ke beech nahi.. do paksh ke beech mein hoti hain..
Urvi: Angraj, aapka ye nirnay bhavishya mein aapko apne jeevan mein sabse Meha tapoon yudh mein, ek galat paksh mein kada kardega..
Urvi: Par jaane dijiye, aap apni mitra ka saat dijiye.. aur mein sach kaha.. dharm ka, aur stri ka maan ka saat dungi