Idiot manik...ek ghanta bhi uske bina nahi reh pata hai ...fir bhi samjh nh raha ki wo nandu se kitnaa jyaadaa pyaar karta hai..
Poor aaryaman...i think usse realise ho gaya ki manik n nandini bahot hi jyada close hai...
Manan ko milado jaldi se
N aaryamaan ko bhi uske true love se milwa do...
manan cuddling to each other was cute one...
Par ye kya...3B part bhi de deti na anu...
Aise cliff pe chod diya...
Cont soon
Waiting