Originally posted by: RupeshikaSingh
Heya.. Ur correct baba sirf nandu ko blush nahi kar raha hai.. saath mein hum sabko bhi.. ☺️ Sach mein khulam khula pyaar kar rahe hai ye toh.. daar bhi nahi ki koi bhi andar aata toh.. Pyaar mein poori doob gaya baba.. 😉 Par thoda sabar toh karna hi chahiye.. Waise bhi Baba ke flashback mein jaye toh wohi 7th standard wala.. Y he went to nyonika's place.. to see girls.. Ye ladka sudar hi nahi..🤣