Maay peenay ka nahi
Jaam bharnay ka maza zidah hai
Nasha chaharnay ka nahi
Nashay main rahnay ka maza zidah hai
Tum say milnay ka nahi
Tumahain soochnay ka maza zidah hai
Zakham khanay ka nahi
Zakahm sahnay ka maza zidah hai
Maar janay ka nahi
Jee ka rahnay ka maza zidaha ha
Izhar karnay ka nahi
Ishara samahjahnay ka maza zidah hai
Tumahain sirf chahnay ka nahi
Dil say chahnay janey ka maza zidah hai
Angad Kripa ko dil se chata hai
Izzar bhi kar diya hai
Ab bas Naina ke rukhsat ka intezaar hai.
Khuda hafiz
mink