hey guys i found some really sad songs that wud fit kripa and angad in their time of pain, sigh!!š chk them out.
from chalte chalte: laayi vi na gayi...
Oh oh oh, oh oh oh, oh oh
O, laayi vi na gayi te nibhaayi vi na gayi
Laayi vi na gayi te nibhaayi vi na gayi
Maine maar da jahaan mainu saara
Teri meri yun toot gayi soniye jive tooteya ambar to taara - 2
Laayi vi na gayi te nibhaayi vi na gayi - 2
Sochiya na isi mera pyaar bhool jaayengi
O, sochiya na isi mera pyaar bhool jaayengi
Aene jitte kitte hoye qaraar bhool jaayengi
Qaraar bhool jaayengi
Dil milke bichhad gaya yaara
Teri meri yun toot gayi soniye jive tooteya ambar to taara - 2
Laayi vi na gayi te nibhaayi vi na gayi - 2
O, sachcha rab rakha munh mod jaan vaaliye
Sachcha rab rakha munh mod jaan vaaliye
Dil leke mera dil tod jaan vaaliye
Tod jaan vaaliye
Haai, dil tooteya na jude dubaara
Teri meri yun toot gayi soniye jive tooteya ambar to taara - 2
Laayi vi na gayi te nibhaayi vi na gayi - 2
Te nibhaayi vi na gayi
Maine maar da jahaan mainu saara
Teri meri yun toot gayi soniye jive tooteya ambar to taara - 2
this one wud suit anitah or mishti @ a party with kripa present...
Hey hey eh hey hey, eh hey eh hey hey
Hey hey eh hey hey, aa ha, aa ha ha
Aksar is duniya mein anjaane milte hain - 2
Anjaani raahon mein milke kho jaate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain
Aksar is duniya mein anjaane milte hain
Anjaani raahon mein milke kho jaate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain
Aksar is duniya mein
(Aankhon se baat hoti hai
Dhadkan bhi saath hoti hai
Koi na samjhe yeh ishq ki zubaan) - 2
Du ru ru, ru ru ru, ru ru ru, ru ru ru
Ru ru ru, ru ru ru ru
Dheere dheere se voh dil mein bas jaate hain - 2
Chori chori se voh dil ko churaate hain
Phir ek din voh bichhad jaate hain
Aksar is duniya mein
(Yeh dil to pyaar maange hai
Saccha dildaar maange hai
Jaane mohabbat mile kisse kahan) - 2
Du ru ru, ru ru ru, ru ru ru, ru ru ru
Ru ru ru, ru ru ru ru
Jab aisi raaton mein deewane milte hain - 2
Nazrein takraati hain, phir dil dhadakte hain
Chaahat ke afsaane ban jaate hain
Aksar is duniya mein
--CHORUS--
Duniya mein, duniya mein
--FEMALE--
Anjaane milte hain
--CHORUS--
Milte hain, milte hain
--FEMALE--
Anjaani raahon mein milke kho jaate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain
--CHORUS--
Lekin hamesha voh yaad aate hain
--FEMALE--
Lekin hamesha voh yaad aate hain
--CHORUS--
Lekin hamesha voh yaad aate hain
--FEMALE--
Haan, aksar is duniya mein
Aah aah aah, aah aah aah, aah aah aah aah - 3
from khakee- wada raha (sad) for angad
Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
Bin tere kuch nahin ab meri zindagi) - 2
Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
Tere liye hai bechain dil
Dhoonde tujhe hi meri nazar
Chaahoon tujhe main kitna sanam
Tujhko nahin hai uski khabar
Khwaabon mein tu, aankhon mein tu
Dhadkan mein tu, saanson mein tu
Dekha karoon main jise raat bhar
Tu hai vahi chaandni
Bin tere kuch nahin ab meri zindagi
Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
Tu hai mere honton ki dua
Tu hai meri chaahat ka sila
Aisa laga duniya mil gayi
Jo ishq tera mujhko mila
Tu chain hai, tu hai vafa
Hona nahin mujhse khafa
Padhta rahoon main jise har ghadi
Tu hai vahi shaayari
Bin tere kuch nahin ab meri zindagi
Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
Bin tere kuch nahin ab meri zindagi
Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
and last but not least.... kripa shud sing this when she gets really famous and when angad is at her concert. wudnt that be a scene!!!
Rangeela re, ae rangeela
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re
Palkon ke jhoole se sapnon ki dori
Pyaar ne baandhi jo tune voh todi
Khel yeh kaisa re, kaisa re saathi
Diya to jhoome hain, roye hain baati
Kahin bhi jaaye re, roye ya gaaye re
Chain na paaye re hiyaa
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re
Dukh mera dulha hai, birha hai doli
Aansu ke saari hai, aahon ki choli
Aag main piyoon re jaise ho paani
Naari deewaani hoon peeda ki rani
Manwa yeh jale hai, jag saara chhale hai
Saans kyoon chale hai piya
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re
Rangeela rangeela
Maine to seenchi re teri yeh raahein - 2
Baahon mein teri kyoon auron ki baahein
Kaise tu bhoola voh phoolon si raatein
Samjhe jab aankhon ne aankhon ki baatein
Gaaon ghar chhoota re, sapna har toota re
Phir bhi tu rootha re piya
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re, rangeela re
oh i had to add this one: from saaya this wud be good for angad
O saathiya, o saathiya
Aayi jo teri yaad, dil ne ki dil se baat
Liya tera naam phir maheki shaam
Yaadon ne teri kya kiya
Dil chura liya saathiya - 2
Aayi jo teri yaad, dil ne ki dil se baat
Liya tera naam phir maheki shaam
Yaadon ne teri kya kiya
Dil chura liya saathiya
Haan dil chura liya saathiya
Aankhon ne dekhe phir se vohi manzar
Jo ho gaye the ek pal mein gum
Yaadon mein khoke kyoon aisa laga bas
Ke aa gaye meri baahon mein tum
Tanha hai tere bin, mushkil hai kitne din
Liya tera naam phir maheki shaam
Yaadon ne teri kya kiya
Dil chura liya saathiya - 2
Yeh tanhaai aur yeh bechaini
Jeete ji dekh le le na jaan
Bas chup rehke aur sab kuch sehke
Jeena bhi hai hamein ab yahan
Toota hai tera saath, yaadein hain mere paas
Liya tera naam phir maheki shaam
Yaadon ne teri kya kiya
Dil chura liya saathiya - 2
Aayi jo teri yaad, dil ne ki dil se baat
Liya tera naam phir maheki shaam
Yaadon ne teri kya kiya
Dil chura liya saathiya - 2
sorry for the long post guys i kinda got carried away sharin my thoughts hope u like the selection if u guys think of more do add em' it'll be fun to think up songs!!!š