there was new year resolution of iqbal khan in aikspress akhbar (whtever the spelling is) i thought to post it and if it has been posted so em sorry for that
IQBAL KHAN:-
guzray saal nay kuch dukh aur kuch gham diyay thay jo meray liyay na qabal-e-faramosh hain maghar uss umeed nay jeenay ka hossla diya kay anay wala saal meray liyay nai khushiyaan lay kar ay gha. kaam tou main kar hi raha hoon aghay bhi karoongha lekan aghr man pasand kaam karnay ka mauqa milay tou zindagi par lutfban jati hain. nay saal kay liyay mera irada yeh hain kay abb sony zindagi main kuch bhar ley aaon jo zahir hain aurat kay dam say hi ati hain.aghar halat sazghar rahay tou main iss saal shadi karloongha.
thats all it was in urdu so i posted in urdu only