nahin main sabse upar dekhsakta hoon mujhe sab kuch saaf dekhayi de raha hai woh kone mein latki makdi bhi 😆😆kahin camera mein aagayi to log kya sochenge😆
are yeh car mein kala kala kya laga hai acha yeh to hidden camera hai😆 dekha meri aankhen kitni tez hain sab kuch dekh leti hain😆
are yeh meri ankhon ko kya hua hai itna zor kyun dalna pad raha hai dekhne ke liye............. ufff ab kuch dikha............ acha shayad kripa pencture ho gayi lagta hai hava bharvani padegi😆😆😆kya zamana aa gaya hai😆😆