Here is your blingee

Here are her entries

Rajeev : Aamna itni badi ho gayi magar paani peena nahii aayaa kya??
Aamna : Rajeev tumhare haath se peene ka mazaa hi kuch aur hai

Aamna : Rajeev sit properly warna kamar akad jayegi, jyada jhukna matt
Rajeev : Aamna agar kamar akad gayi toh tum ho naa, Move lagane ke liye

Aamna : Rajeev haath ko itna tight kyun pakda hai???
Rajeev : Yeh haath Maine umra bhar pakadne ke liye thama hai

Aamna : Aaj kal mujhe harr jagah Rajeev hi nazar kyun atha hai???