hi friends
sorry for the delay
here is the update
The serial started with a very boring Cg telling all bakwas abt his son...how could a father be so.....he says mai ne sapne mein bhi nahi socha tha ke mera apna khoon paniban jayega,he says sujal is very stubborn & he willtry harm us&we should stop him(we&us....)enters piyush & kashish after the machine deal(jale bhunese)
P:aap bilkul theek keh rahe hai uncle
Liyush beta,humara maqsad haiapna nuksan kam karna na ki sujal ko nuksan pahonchana"(listen CG)
P:aap fikar mat kijiye papa ,mai aapki baat yaad rakhunga"
vasuiyush tumapne papa ki baat yaad rakh rahe ho,leki meri baat bhi yaad rakhna,....kashish ne apne sapne ko pura karne ke liye...hum sab ko pareshani mein dala hai. isliye yeh waqt sapne ko pura karne ka nahi balke nuksan pura karne ka hai.
'P tries to defend her wife by saying we all know she wrked hard,its not her fault.
Lalit supports him byby saying that there was no fault in her business plans.But vasu shuts every1s mouth by saying,that u all r forgetting that we are neither used to loosing nor repenting...
Piyush is upset &thinking something,K asks him wat is he thinking. .he says i coul not fulfillyour dream&over that every1 is blaming you for that.K console himby saying he need not feel guilty for that,that u did alot to realize my dream,that is enough for me...
P:lekin K jab koi sapna adhoore mein toote to zindagi adhoori lagti hai,
Kpata hai piyush,mai ne hamesha logon ki achchaiyon mein yakeen kiya zindagi ke is mod pe aakar mera woh yakeen tootne laga, lekin aapne meri zindagi mein aakar us yakeen ko tootne se bacha liya ,isliye sapna adhoora tootne ke baaad bhimujhe zindagi adhoori nahi lagti hai ,aur jaante hai kyon piyush ,kyonki hamne sapna khokar hi ek doosre ko paya hai.aur mai is haqeeqat se bahut khush hoon piyush,haan piyush ab yeh haqeeqat sapno se zyaada khoobsurat hai piyush,aur aajmaiyeh haqeeqat ko celebrate karna chati hoon piyush.chalo kahin bahar chalte hai
Archie is sitting on the frontseat with sujal ..driving out....archie is very happy(oOOHLALALA)cos they are goig out together aftera long time.,suddemly sujal increse the speed of the car& archie is scared
A:sujal lya hogaya tumhe,tumitna fast drve kyon kat rahe ho?
S:kyon dar gayi?
A:haan zara sa
S:archie gaadi ki raftar,kitni bhi tez hogaadi ko control karna aana chahiye ,theek zindagi ki tareh
A :matlab
S: matlab bilkul seedha hai ,gaaadi ki raftar chahe kitni bhi tez ho ,use kab ,kahan kaise,kabu mein lan ahi woh pata hona chahiye.(suddenly archie realizes that they had to turn left but sujal,is driving straight)sujal restaurant wahan hai
S:lekin manzil mere age hai....archie tumchati thi na humapni jeet ko celebrate kare to aaj hum apni jeet ko celebrate karenge ,aur wo bhi apne dushman ke saath
Both sujal& piyush car stopps one beside the otherPiyush & kashish are very happy looking at each other,when pyush notices sujal in the next car his smile gets lost... kashish follows his gaze & turns....& her smile also lost.
kashish &piyush are sitting at a table .but looked quiet upset jst trying to dress themselves witha smile.Sujal also enters with archie & piyush is giving him an angry look. but archie is very upset& looks confused with sujal's behavior. he is really unbelievable
Sujal comes to their table & archie is getting more & more scared&insecured
S:hi piyush!(one look at K&) mai disturb to nahi kar raha. achcha yaaad hai,kuch din pehle tum bahut khush the apni naye drink ki launch ko lekar,aur tumhare kehne par mai tumhari khushi mein sharik bhi hua tha,lekin uske baad sabkuch ulat pulat ho gaya,aur aaj meri baari hai khushiyanmanane ki aur mai chahta hoon tumbhi meri khushyon mein sharik ho
P: (raises his brow)ya sure why not
Smoves )thank you... join us!
P:sujal kahin aur kyon,yahin baitho ..ek hi baat hai
S: (looks at P & K)haan waise baat to ek hi hai,then he moves round the tablefrm kashish side& holds out a chair facing kashish & kashish is giving an angry &disgusting look,but all the while archie is standing as if left out..&insecure...sujal looks at kashish &then looks at archie &offers her to sit on that chair....she talkes the seat ,then he moves round& take another seat for himself,
S:aajmai waqai bahot khush hoon piyush ,humlog kabhi dost hua karte the,aur aaj meri khushi mein tummere saath hoab isse zyaada koi kya maang sakta hai.
P: (smiles)kamal hai,sujal aaj mujhe bhi kuch aisa hi mehsoos horaha hai,aajhum dono (points at kashish)bahot khush hai,u know josh prroject khokar bhi hum dono ne ek doosre ko paya hai(for a moment sujal looked restless& jealous)sujal agar tum nahi hote na to mai aur kashish kabhi bhi itne kareeb nahi aapate,
K:haan sujal aaj hum dono yahan khushi manane aaye hai,kitni ajeeb baat hai na,maine ek sapna dekha tha,aur us sapne ko pura karne ke liye piyush ne apna sab kuch kho diya,(sujal looks at her)lekin wo sapna tootne ke bawjood bhi hum dono khush hai.
S:lekin wo sapna jo tuta hai wo tumhara tha kashish!aur mai us sapne ko zaroor pura karunga
S:mai un aankho ka sapna kaise adhura chod doon jin aankhon mein mere liye kabhi pyaar tha.
K:lekin in aankhon mein ab sirf ...piyush ke liye pyaar hai
S:jaanta hoon ab in aankhon mein mere liye pyaar nahi,lekin kuch to hai kashish ..pyaar na sahi...nafrat sahi"
Sujal is instructing abt hiis launch of "DUM".......sapne ko jo pura karna hai mam ke......
piyush & kashish r in the office & he gets acall,he is very happy,tells to K that ek bahar ki company hamare yahan chain of restaurants kholna chati hai & they have slected themas thir franchise& delegates r coming to meet.K is also happy.but P says that they need to make some arrangements b4 that,cos he will not allow sujal to do any gadbad
abhi dono puri tareh khush bhi nahi hue the ke ...the peon comes & gives a big flower bouquet...say somebody gave at reception..&b4 he could guess who the phone rings,piyush picks
S:hi piyush .is samay phone karne ke liye maafi chahta hoon(piyush looks disgusted)magar kya karoo ,bahot koshish ki magar khud ko rok nahi paya ,akhirkar kashish ka sapna pura ho gaya ,jo tum nahi kar sake use maine kar dikhaya,by the way tum ne aaj ka newspaper to padh liya hongana......
Sujal comes to archies house (thank god he doesnt stay there)archies father is very happy to see him,(btw sujal calls him ,sir now ...& not uncle..like he use to call kashish dad also sir...perhaps apne honewale sasur ko sir bulata honga...hahaha)
S:bas aapki amanat lautane aaya tha,(he gives a cheque)aap ko yaad honga sir ,kuch din pehle mai ne ap se kuch karz liya tha wahi lautane aaya hoon(oh! gr8 sujal...we were so disapointed that u sold yourself for jst 10%.......but how did we think that....shame on us.......)
A:father:lekin iski kya zaroorat thi ,maine tum se kuch kaha
S:yahi to aapka badappan hai sir,lekin mai kisi ehsaan tale dab kar nahi reh sakta.pleas sir rakh lijiye,mai aapka karza lauta raha hoon.ehsaan nahi.
AF:lekin beta mai archie ko kya jawab doonga
S: mai ne kaha na sir,mai aap ka karza lauta raha hoon.,ehsaan nahi,aapne tab mera saath diya tha,jab saari duniya ne ek ek kar ke mera saath chod diya tha,maius baat ko kabhi nahi bhoolunga.
AF(he is not sure if sujal wld marry archie now)yani tumm abhi bhi archi se....
S:haan sir ,mai archie ke saath shadi karunga..kyonki sujal garewal na to koi ehsaan bhulta hai,na jabhi apna vada"
(archie has heard all this & feels relaxed &secured...........smiles on face....)
CG ,lalit,PB<BB all r discussing abt the new venture of chainrestaurants....cg says,JIndals ke saath ye collaboration hamari company ke liye faidemand rahenga,we can recover all losses &get the company back on the track,Lalit also agrees buthe says to be careful.Piyush says that he can understand that he is pointing towards sujal,once again sujal will try toharm is...K says this time we will not let him do any thing,we need to stop him&piyush says that he will not give him a chance frm his side(yani bewakoof ko apni bewakofiyon ke andaze bhi hai...gr8 piyush raheja...carry on)piyush fixes ameeting wth jindalbuilder
At the jindal builders ,our hero is already there,
S:mujhe aapki proprty kafi pasand aaye mr jindal,kafi spacious hai aur office ke designs bhi achche hai,lekin 2000/sqft ,daam bahot zyada hai.
J:sir location ke hisab se daam bilkul theek hai,bargain nahi karunga mai,kyonki mere paas pehle se hi ek party inhi damon par kharidne ke liye tayyar hai
Sh,lagta hai woh bahot jaldi mein hai
J:lekin aapkp abhi decide karna hoga ke aapko yeh jagah kharidni hai ya nahi,kyonki party ke aajane ke baad yeh jagah mai aapko chahkar bhi nai de paonga.(enters piyush ..sujal turns to see him)then he tells,"MR jindal ,"lagta hai hamari deal jam nahi payengi..anywayz thanks......P & S gives each other a long stare (pata nahi,,,yeh dono ek doosre ko itni lambi stare kyon dete hai......kuch zyaada hi pyaar hai dono mein...hehehe)sujal walks out.
sujal phone rings&its archie
A:sujal property ki deal hui
S:nahiA:sujal tumbhi kitne ajeeb ho ,thodese paiso ke liye tum ne ye deal nahi ki.sujal its a prime location,isse achchi property hame nahi milengi.
S:just relax archie,sahi waqt aane par,wo property hamari hongi aur wo bhi mere man chahe damo par,
A: kaise??
S:woh property piyush khareed raha hai,aur mujhe pura yakeen hai ke wois baar bhi koi na koi galti zaroor karenga.mujhe ab bas sirf sahi waqt ka intezaar karna hai aur phir wo property hamari"
(sujal is very smart! kitni achchi tarah jaanta hai piyush ko...ke kitna bewakoof hai...humlog aise hi to use bewakoof nahi kehte)
anywayz take care,
bye
ok bye
with lots of love,
saranya
plz reply n comment