<YEH FICTIOUS HAI > EKTAAS PERSONAL DIARY agar raj hota toh kahiin toh hoga 10 saal aur chalta .........................................
ab toh usse mil bhi nahi pati hoon............woh mera phonetak nahi uthahta hai kab tak is sach ko chippati rahoongi ki sujal meri best creation tha.
apne khadooss hone ki vajh se sab se haant dhona pada
main aur meri tanhai aksar yeh baaten karti hai tum hote toh aisa hota tum hote toh vaisa hota...................
tum acting karte main aur kamaa paati...................
tum kisi baat pe haste.toh trp badti
tum kisi baat par rote.........toh trp aur badti
par ab yeh aalam hai ki.......muje hetein , ejaz aur banny ram se kaam chalana pada raahaa hai
main aur meri..............