k: sujal main nay abhi yahan aik jooota phainka tha tumhain mila kiya
S: for ur kind information woh joota merey sar par laga hai............mummyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy😭
K: Hiila sry sujal laao main daba doon...........waisay mujhey laga shayed tum harey sar main jooain hain is liyey tum sar ko khujla rahey ho
k: sujal tum say kitni bar kaha hai naha liya karo plzzzzzzzzzzz......jao abhi kay abhi aur haan yaad hai ajj party par bhi jana hai
In the party:
S: kashish yeh tumhain kiya hua..........aur tum nay itna face powder kyun laga hua hai..............aur mujhey poocha bhi nahi mummmyyyyyyyyyyy😭
S: aa janoo kahain bhaag chalain
K: abay chup nalayak(slap).....................itna bara ghar choor kar tujhey jana hai tu ja main tu yahin rahoon gi
S: mummyyyyyyyyyyyyyyyyyyy😭
K: sujal😭 roko.......... main nay waisay itni zoor say marna nahi tha par lag gaya sryyyyy.............idher aao dikhao mujhey
K: yeh tumharey mun par merey haath ka nishaan hai
S: nahi yeh jo itni bari glasses laga kar khara hai merey sar par is nay barey pyar say merey mun par mara hai..............pagli kahin ki
Aur tu kiya dekh raha hai bey ..........jaa na husband wife ka apsi mamla hai
S; kashish tumharey roz roz kay tamashoon say aur thaparoon say main tang a agaya hoon ............main nay faisla kiya hai kay tum mujhey choor karis langoor say shaadi kar lo
aur langoor tum ab roz ki patai kay liyey tayaar ho jao..................kyunki sujal jo kehta hai woh kar kay dikhata hai
A: sujal tum aisa kyun kar rahay ho
S: main tu sirf us langoor say apni dushmani poori kar raha hoon kashish usay dey kar
K: wat sujal tum aisay nikloo gay main nay soocha bhi nahi tha............................tum nay akhir merey moon say woh lafz nikaal hi diya......
S: kon sa word?????
K: mummyyyyyyyyyyyyyyyy
Plz every1 dont forget to comment
.......hope all of u like this one