Hii guys,
I was surfing www.indya.com where I chked the Star parivar awards-Message board..there I saw sume1's very funny and very true msg. www.indya.com😆 so thought to post it here...
Hi,
Ekta Pagal tum Pagal to nahi ho gae ho zada hi dimag chal gaya hai tumhara Sujal ko main sahi salamut Tuesday tak Drame main dekhna chahati hoon Kashish k saath Ekta aghar Sujal ko kuch bhi howa na to tumhare saath bhi wahi ho ga jo jo Sujal k saath howa aur haan swam ki to asi ki tesi woh kiya goonga ho gaya tha naam nahi bata sakta tha rishi ka agar woh mujhe kahiin per nazar aa gaya na to main bhi us k saath wohi karoon gi jo us ne Sujal k saath kiya hai jahil kahiin ka