haan bro aab aaya na bro mere haath ke neche...
zara details doo....aamna se kiya baat hoiii... 😳
aur zara jaldi.....no itrana n sharmana...ok... 😉 😆
Arae woh hum dono ki baatein hai 😉. Sab bata diya to phir kya fayeda. Yeh sab baatein nahi batate hai sabko.......... 😉😆