wo ek sapna tha.. jo kashish ke geart secrifice k aage toot gaya..
ab kashish ji jo ki jan chuki hai ki tushar hi sujal hai... wo kahna nahi chahti kisi ko... kyun..?
kunki bhai charu ne kanhi kuch kar diya to..? wo mar gayi to...?
hamari kashish sujal k bina rah sakti hai.. par charu k bina..? kabhi nahi...
aap or main bhi na pagal hai.. jo yah soch baithe ki story aage badhi.. are bhai story to or gayi piche...😆
ab shuru hoga do biwiyo k bich ka sujal.. nahi tushar.. nahi nahi sujal.. are bhai kya naam hai uska..? main bhi bhul gaya...😃
ham logo ko kashish se kuch sikhna chahiye... Great Secrifice..👏
keep it up...
Tarang