congrates........finally archita coma se baahar aa hi gai n usne tushar hi sujal hai iis baat ko kashish ko bata hi diya.
aur aakhirkar kashish ne party me tushar ko sujal pukar kar ose apna sujal maan hi liya...... 😊
kth ,sujal n tushar ke chahne walon ko mubarakbad.....
pata hai hamare shahar me patakhe phut rahe hain abhi..... 😊