Originally posted by: lghosh
Jiya whenever I read your posts I feel like I am sitting next to a waterfall or fountain and all I can hear is the soothing flow of water bringing a sense of peace and solace. 👏 You write so beautifully and of course, I simply adore Urdu, that is the cherry on the top!! 😃 This is so so beautiful!! 👍🏼 Loved every word of it!! This one is for you Jiya!!
OMG LANA DEAR BY SAYING THIS YOU HAVE MADE MY SIMPLE & ORDINARY WORDS BEAUTIFUL & SPECIAL THANK YOU 🤗😳
Fakir toh hum bhi hai iss muhabbat ki nagme mein,
par aap jaise unchi nazm nahi hai mere alfaaz mein,
Chahe toh yeh chhota sa dil haazir karte hai hum aap ko,
Par aap toh poori Dillagi ki daastaan laatein hai mutthi mein!
KHAN SAHIB AUR UNNKI SAHIBA KI MOHABBAT KE DAR PE JAB YEH ZABI(FOREHEAD) SAJADA KARTI HAI TOH HAR EK DIL SE EK AWAAZ TOH AATI HAI BAS KOI AISE TOH KOI WAISE USSKO BAYAAN KARTA HAI,HUM BHI BAS YUNHI JO DIL ME AATA HAI YANHA BAYAAN KARNE KI KOSHISH KARTE HAI WAISE TOH HAAL-E-DIL BAYAAN KARNE ME HUM BADE NA-KAABIL HAI PAR AAP KA SHUKAR HAI JO AAP HUMESHA HUMARI NACHEEZ SI KOSHISH KO APNI TAARIF SE KHAAS BANA DETE HAI...
PAR YE MERE DOST ITNI TAARIF NA KAR KANHI ISS ZAMEEN KI DHOOL KO AASMAAN KA MEHTAAB HONE KA GUMAAN NA HO JAAYE..😆
And this from his behalf!! 😃
Khud ko kho kar aap ko paana yeh jeet mera hai,
Apne aap ko jeeta kar toh sabhi Sikandar hota hai,
Aap haare toh woh haar bhi mera aur main bhi haara,
Aap ko jeeta ke hi toh mujhe apne aap ko paana hai!
Woh rumaani lamha mein lipti mere khwabon ka Rani,
Reshmi chaddar ke dor mein boone har lamha suhaani!
Jab aankhen mundi toh paaya aap ka hi surat lubhaani,
Aur haqeeqat mein bhi aap hai, wohi hai mera zindagaani!
696