Bhigee bhigee rut me tum ham ham tum chalte hain
Bajata hai jaltarang teal kee chhat pe jab
Motiyo jaisa jal barse
Bundo kee yeh ladai layi hai woh ghadee
Jiske liye ham tarse
Ha ha ha rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum
Bhigee bhigee rut me tum ham ham tum
Ho chalte hain, chalte hain
Badal kee chadare odhe hain vadiya
Saree dishaye soyee hain
Sapano ke gaanv me bhigee see chhanv me
Do aatmaye khoyee hain
Rimjhim rimjhim rumjhum rumjhum
Bhigee bhigee rut me tum ham ham tum
Ho chalte hain, chalte hain
Aaye hain dekhne jhilo ke aaine, belon ko khole ghataye
Rah hai dhuan dhuan jayenge ham kahan, aao yahin reh jaye
Next Word - a in hindi / e in english
365