Chp.6
Jodha n Jalal eating there breakfast in jalal's chembrer both have content n satisfied smile on their faces they are talking n enjoying their breakfast but suddenly jalal notice jodha lost in her thoughts n he put his hand on her shoulder n asked...
JALAL - kya hua jaan kanha kho gayi achanak se baatein karte karte..
JODHA - kuch nahi shenshah hum bus yahi soch rahe the aaj diwan-e-khaas mai kya hoga sab kya kahenge kya karenge kya sochenge n she looked jalal n jalal take her hand in between his hands n said...
JALAL - aap iss sabki parwaah mat kijiye hum hai na hum sab sambhaal lenge aap apna naashta kijiye aur diwan-e-khaas chalne ki tayyari kijiye aaj bhut bada din hai aajke baad hum humesha har pal saath rahenge n he give her romantic smile n both lost in eachother eyes but one maids voice break their eyelock..
Maid - shenshah adgha shaab aapse milne ki izaazat chahte hai n jalal give permission to send him in n adgha comes in n greet both jodha n jalal n they greet him back...
ADGHA - shenshah muaf kijiye iss waqt yanha aane ke liye magar masla hi kuch aisa hai he said in serious tone...
JALAL - kya baat hai adgha shaab aap itne pareshan kyu lag rahe hai aisa kya ho gaya hai...
ADGHA - shenshah woh agra ke aas pass ke ilaako mai kuch daakuo ne kohraam macha rakha hai unnse tang aakar wanha ke log apna sab kuch chodke kanhi aur jaane ko majboor ho rahe hai unnme se hi kuch logo ne aaj subah subah aapse madad ki guhaar lagayi hai hume jaldi hi kuch karna hoga...after listening this jalal blood start boiling n in angry tone he said...
JALAL - humare jaane ki tayyari kijiye adgha shaab hum khud jakar unn daakuo ko maut ke ghaat utaarenge jinnhone humari riyaya ke saat yeh sab karne ki koshish ki hai n adgha nods his head n left now something comes in jalal's mind n he sadly looked at jodha who till now listen their conversation silently n said
JALAL - jodha hum toh aaj diwan-e-khaas me apna faishla sunane wale the aur ab humein wanha jaana hoga hum kaise...jodha stops him n put her hand on his cheek n with smile she said..
JODHA - aap jayiye shenshah parja se badhkar kuch nahi hota aap apna nirnay kal diwan-e-khaas mai sabko suna dijiyega chaliye ab aapko jaana bhi hai n with sad smile jalal node his head n jodha feels his sadness n for cheer him in romantic n proud tone she said..
JODHA - waise humare pati bhut hi veer yodha hai toh woh thode hi samay me unn daakuo ka vadh karke surya asht se pehale hi vaapis humare pass laut aayenge toh baatein band kijiye ab aap aur jaldi se jaakar aayiye...n jalal with naughty smirk said
JALAL - oh toh jaldi se aane ke liye hume kya tofa milega begum shahiba n he trying to kiss her but jodha push him n said..
JODHA - shenshah ab jayiye aur uphaar ke roop me aapko humare haato ka bhojan milega bus aur kuch nahi...jalal smile n said..
JALAL - par khana humari pasand ka hona chahiye humari ameri mirchi ke haato ka ameri khana n jodha chuckled n said..
JODHA - aapke hukum ki taamil hogi shenshah n she hold his hand n both goes towards palace gate n jodha did his tilak n send him for fight with proud smile on her face...
I
It was evening time n after making food for her shenshah jodha waiting for him in her chembrer n he will be there any time...jodha sitting on couch near window while looking sunset she remembering their last night romantic moments n morning talks when suddenly Ruqaiyya's screeching voice break her thoughts n she turns n find ruqaiyya stands near entrance of her chembrer with fullon anger in her eyes n she's giving jodha killing glares jodha knows very well why she came here n what she's going to tell her n jodha also feel anger n hatred in her heart for ruqaiyya coz she hurted her shenshah very badly n gv him pain n planed to seperate them but she controls her anger n in calm n compose tone said...
JODHA - parnaam ruqaiyya begum aap yanha koi kaam tha kya aapko humse...ruqaiyya hold jodha hand tightly n said...
Ruqaiyya - tumhari himmat kaise huyi humara haq maarne ki humari cheez pe apna kabza jamaane ki tum acchi tarah se jaanti ho na jab bhi jalal kisi jung ya kisi daure se vapis laut te hai woh pehali raat humare saat gujarte hai yeh sirf humara haq hai aur tumne humse humara haq cheena hai ek maamuli si begum hokar begum-e-khas ke haq pe kabza jamaana chahti ho bolo itni badi gusthaki kaise ki tumne bolo jodha freed her hand from her grip n looked at her in anger but still in calm tone said..
JODHA - Ruqaiyya begum pehale toh aap apni awaaz neeche kijiye aur dusara humse sammaan baat kijiye jaise hum aapse kar rahe hai aur hum kal raat apne pati ke saat unki marzi se aur khushi se the toh hume nahi lagta humne kuch galat kiya hai ya kisi ka haq cheena hai waise bhi shenshah kisske saat kab aur kitna waqt gujarenge yeh unki marzi hai after listening this ruqaiyya change her expressions n start laughing n with irritating smirk on her face she said...
Ruqaiyya - in mocking tone tumko kya lagta hai jalal ne ek raat humari jagah tumhare saat kya gujaar li tumhara auhada humse bada ho gaya tum jalal ki sabse khass begum ban gayi ho ab tum hume shenshah ki marzi bataogi mat bhulo yeh humara haram he yanha begumo ke din raat humari marzi ke mohtaaz hai shenshah ke nahi, ya phir tumko lagta hai jalal tumse mohabbat karte hai toh hum tumhe bata de jalal ke pass dil hi nahi hai woh kisi se mohabbat nahi kar sakte unke pass sirf dimaag hai aur uss par sirf humari hukumat hai toh apne dimaag se yeh baat nikal do ke kabhi humari jagah le paogi sayad tum bhul gayi ho jalal ke liye tum sirf ek khilona ho jisske khubsurat jism se woh khelte hai aur jab unka mann bhar jayega toh tumhari taraf dekhenge bhi nahi woh, toh issko mohabbat samjhne ki bhul mat karo woh sirf or sirf humare hai unn par sirf humara haq hai hum unki sabse chehti begum hai aur humesha rahenge...now jodha loose her control n in high tone she said..
JODHA - bus ruqaiyya begum bus ab ek aur shabdh nahi humare aur shenshah ke sambhand aur prem ke baare mai, hum aur humare pati aur unke prem ka apmaan nahi sahenge n ruqaiyya again start laughing n said..
RUQAIYYA - kya kaha mohabbat bhut badi galatfemi hai tumhe jodha begum tum...jodha cuts her smile n said...
JODHA - brham hume nahi aapko tha humesha se ke shenshah ke pass dil nahi hai toh hum bata de shenshah ke seene me bhi ek bhut komal prem se bhara dil dhadakta hai par aap uss se kabhi na dekh payi aur na kabhi samajh payi aur aapka dusara brham yeh hai ke shenshah ke dimaag pe aapka raaj chalta hai kyunki agar aisa hota na toh woh apna har nirnay aapke dimaag se lete par unnhone humesha apne nirnay khud liye hai tabhi toh unnhone humse ek rajvanshi se vivaah kiya jin rajvanshio ko aap unnke dimaag pe hukumat karne wali bilkul pasand nahi karti toh ruqaiyya begum brham hume nahi aapko huya hai waise bhi humare prem ko samjhne ke liye jo dil aur aankhe chahiye woh aapke pass nahi hai n ruqaiyya looked at her with anger n said...
Ruqaiyya - tum aapne aapko kya samjhati ho n jodha again cuts her n said...
JODHA - hum apne aapko kya samjhate hai kya nahi yeh hum aapko batana jaruri nahi samjhate aapko iss sabke alawa bhi kuch kehna hai toh jaldi se kahiye kyunki shenshah ke aane ka waqt ho gaya hai aur hume unnke liye bhojan ki thaal sajaani hai hum aapko bhi humare aur shenshah ke saat bhojan karne ke liye bolte parntu kya kare ek toh shenshah aaj apna man pasand ameri bhojan n she stressed on ameri bhojan karna chahte hai jo aapko bilkul pasand nahi hai aur dusara shenshah ko bhi aapka humare saat bhojan karna accha nahi lagega kyunki unnhe humare beech kisi teesare vaykti ka hona accha nahi lagta toh agar aap ki baat puri ho gayi ho toh hum ab apna kaam karle aur aap n she show ruqaiyya door through her hand n ruqaiyya feel insulted n in anger she's raise her hand to slap jodha but jodha hold her hand in air n with fire in her eyes she said...
JODHA - bus ruqaiyya begum yeh galti karne ki kabhi koshish bhi mat karna nahi toh hum bhul jayenge ki aap umar me humse badi hai hum aapka sammaan karte hai kyunki aap shenshah ki pehli patni hai aur isiliye aapki baate sunn rahe the naki isiliye ke hum aapse darte hai ya aapko jawaab nahi de sakte toh iss se pehale hum apna aapa kho de aap yanha se chali jayiye...n at same time jalal enter in jodha's chembrer
Precap :- big jhatka for ruqaiyya from jalal...
p.s. plz hit like button n gv ur valuable comments n sorry for every writing n grammatical mistakes...
Edited by jiya.k - 9 years ago
94