Challo challo - Page 2

Created

Last reply

Replies

44

Views

2.8k

Users

14

Likes

48

Frequent Posters

Susan.Dsouza thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
#11
.Aap ki nafrat hamare liye jayaz hai hamein aapki nafrat Qubool Hai
Ambidextrous thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 10 years ago
#12
mohabatt aur jung mein sab jayas hai jodha begum
Susan.Dsouza thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
#13
Jo wyakti keval cheenna janta ho wo kisi ko kya desakta hai bala😵

Sabdabhala thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 10 years ago
#14
OH GOD THERE ARE SO MANY


" AAP BHAI KAMAAL MARTI HAIN JODHA BEGUM. HAMADI GAR MAUJOODGI MEIN DUSHMANON PAR AAP SHERNI BANKAR TOOT PADI AUR AB HAMARE SAAMNE RO TAHI HAIN AAP. AAP KHUDA KE LIYE ROIYE MAT. HUM AAPKE AANKHON MEIN AANSOO BARDAASHT NAHI KAR SAKTE " - WHEN JA MEETS JO AFTER MIRCHI WAR

" YA KHUDA TU USSE HAMEIN MAHEOOM MAT KAR JISKE BINA HUM RAH NAHI PAAYENGE, JEE NAHI PAAYENGE" - WHEN JO IS FIGHTING FOR HER LIFE AFTER HAVING POISON


" ITNE SAAL KAHAN BEET GAYE PATA HI NAHI CHALA. AISA LAGTA HAI JAISE JODHA BEGUM KAL HI DULHAN BANKAR AGRA AAYI HAIN" - WHEN JALAAL AND MAAN SINGH ARE DOING SWORD FIGHTING PRACTICE


" HUM SHUKRAGUZAAR HAIN AAPKE. HAMARI HAR EK MUSHKIL KO AAP CHUTKIYON MEIN HAL KAR DETI HAIN" - AFTER JALAL FORGIVES SHARIFUDDIN WHEN HE HITS BAKSHI FOR NOT HAVING A SON



" HAMEIN YAKEEN HO GAYA HAI JIDHA BEGUM KI ISSUE DUNIYA MEIN AAPKE JAISA AUR KOI NAHI HAI" - WHEN JO IS SINGING LORI FOR BABY MAHTAB N SAYS THAT SHE WOULD LIKE TO SHARE HER HAPPINESS OF MOTHERHOOD WITH RUKS


" SHAIKHU BABA KE DEKHBHAAL KARNE KE LIYE SAB LOG HAIN YAHAN, PAR AAPKI DEKHBHAAL TO HAMEIN HI KARNI HOGI NA" - WHEN JALAL SUGGESTS A TRIP TO FOREST WITH JO WHEN SHE IS UPSET ABOUT SALIM'S BEHAVIOUR WITH HER


" SHAADI KI SAALGIRAH MUBARAK HO JODHA BEGUM, HAMARI SHAREEKA E HAYAAT, HAMARI SABSE AZEEZ BEGUM. HUM CHANHENGE KI KHUDA AAPKO HAR KHUSHI BAKSHE " - JUST BEFORE THEIR FIRST ANNIVERSARY
Sabdabhala thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 10 years ago
#15

Originally posted by: susantogiaa

AB hamein aap se grinah nahi hai
hamare keh ne ka tatparya ye hai ke ek samay tha jab hum aapse grinah
kar thee the par ab aap ayse nahi rahe❤️



THIS WAS DEF A GOOD ONE, BUT THE BEST ONE WAS IN THE SCENE AFTER THIS, WHILE THIS DIALOGUE PLAYS IN THE BACKGROUND - " PHIR SE WAHI DARD. KYA HAI YE? SEENE MEIN DARD HAI KYA? YA PHIR KHUSHI KA ENSAAS JAISE AMMIJAAN KEHRI HAIN? AUR AGAR KHUSHI KA EHSAAS HAI TO KYON KHUSH HAIN HUM AAJ? "



HAAYE WO BHI KYA DIN THHEY
mushat thumbnail
Posted: 10 years ago
#16
jodha begum hum aapko kabhi muaf nhin karenge 🤣
Susan.Dsouza thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
#17
Agar aisi baat hoti toh hum har begum se mohabbat ki umeed rakhte. Lekin hum mohabbat ki umeed rakte hain toh sirf aap se
Sabdabhala thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 10 years ago
#18
FROM BADAL KAJRI SCENE
JALAL - " IS TARIYAAN KYON CHAUNK GAYI JODHA BEGUM. KYA SAMJHI KI MAIN THHARI BOLI NA BOL SAKOON?

JODHA - " HAAN HAAN THEEK THAAK BOL LETE HAIN


JALAL - KYUN JHHOT BOL RAHI HAI JODHA BEGUM, ACHHI KHAASI TO BOLLUUN. AA SETHAANI AA TANNE YATRA KARAOON


HAAYE 😊
Sabdabhala thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 10 years ago
#19
AFTER HASSAN DIES JIDHA - " SONA CHAHTE HAIN HUM SADAA KE LIGE CHIR NIDRA MEIN SONA CHAHTE HAIN HUM
JALAL - IN LAVZON KA ISTEMAAL BHI KAISE KIYA AAPNE. HASSAN HAMARE BHI BACHCHE THHE PAR HUM PHIR BHI JEE RAHE HAIN NA AAPKE LIYE. AUR PHIR VAADA KIYA THHA AAPNE KI HAMARA SAATH KABHI NAHI CHHODENGI AAP. TO PHIR AISI BAATEIN KYON KAR RAHI HAIN AAP? "


JALAL - PHIR AAPNE KABHI SOCHA HAI KI AAPKE BAGAIR HAMARA KYA HOGA? JAB AAP HI NAHI RAHENGI TO HUM JEE KAR KYA KARENGE. KAH SEEJIYEGA APNE KAHNA SE, JAB WO AAPKO LENE AAYEIN TO HAMEIN BHI SAATH LE JAAYEIN "
Susan.Dsouza thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
#20
Samajh Main nahin ararha hai ki Ponam ka chand zyada khobsururat hai ya apka Noor

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".