🤣aane deejiye apki ammi ko...unhe bataate hai hum...itni chhoti bachchi ki koi aisi baatein seekhata hai kya...apki ammijaan tharki hai...isiliye hum unhe mallika e tharki kahte hai 🤣Originally posted by: Mishika123
Ji haan ! Tahni mummy aka Jodha mummy ko bohut kuch pata hai in sab ke baare mein !🤣
aur kya kkya seekhaya unhone apko?... 🤣
meri maasoom si beti ko bigaad rahi hai wo 😲 🤣
367