Yeh Rishta Kya Kehlata Hai August 5, 2025 Episode Discussion Thread
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 04 Aug 2025 EDT
UPMA&ICECREAM 4.8
SATYAMEV JAYATE 5.8
BALH Naya Season EDT Week # 8: Aug 4 - Aug 8
Abhira’s infertility issue
Anupamaa 04 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Dhanush And Mrunal Thakur Reportedly Dating
The Ultimate PotterHead Challenge
Anupamaa 05 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Ibrahim Ali Khan new interview Elle
25 years of Har Dil Jo Pyar Karega
AI reimagines Titanic with Bollywood stars
Rate episode 66: "Ekk Insaan Do Maut"
ok guys i don noe wat i write is good or not but still posting
CH 12
In the Harem
In Feroza room
Feroza : ye hi h na vo sunahri kalakari vali dibbi jo apne khas karigar se dhature ka airkh rakhne ke liye mangvayi thi
Adham : haan or jis bakhubi se tumne use kesar me milaya vo kabil e taarif hai
Feroza : ab hume lagta hai ki humara Mariam uz Zamani ka sapna zarur pura hoga ...Jalal ki ek raat ki khwaish h bas ab to...
Adham : (in mind) is bevakuf ko lagta h ye sab hum iske liye kar rahe h par sach to h ki ye hum sirf khud ke liye apne shehnshah ke takht ke liye kar rhe h
Feroza : apne kuch kaha !
Adham :(sudden change of expression) nhi vo hum bas keh rahe the ki ab hume chalna chahiye agar kisi ko pata chal gya to ki hum or ap...yad hai na pichli bar harem me mard ke ghusne ki khabr se hi Jalal or akhiri bar jab ek begum keg air sambandho ke bare mai Jalal ko pata chala tha to vo dono duniya se rukhsat hote hote bache the...
Feroza : ji ji apKO JANA chahiye
Adham wears a dupatta and leaveskari vali dibbi jo apne khas karigar se dhature ka airkh rakhne ke liye mangvayi thi
Jalal gets up and is astonished to see he was holding Jodha hand he carefully tries to take his hand off in order not to wake Jodha but Jodha wakes up she sees her hand and Jalal Jodha eye lock ...(ISHQ HAI VO EHSAS IN BG)
Jodha breaks the eye lock and takes off her hand...
Jalal leaves and Jodha gets ready
Jalal returns after bath and all
Jalal claps his hand and the servant comes with food
Jalal : li jiye khana kha lijiye
Jodha : nhi hum khana nhi kha sakte
Jalal : kyu ?ap kya chahti h hum har roz apne hatho se
Jodha :(stopping him in mid sentence) nhi vo humare kehna ka matlab tha ki hum tak tak ann ya jal nhi lete jab tak kanha ke age abhi diya nahi jala or jab tak humare kanha ki puja nahi hoti hum ann ko hath nahi lagate
Jalal :(quite impressed ) to ab ap chahti h ki hum
Jodha : nahi nahi ap Ammi Jaan ko bulwa di jiye hum unhi se ...wohi har roz aj kal humare kanha ki puja karti h
Jalal :(surprised) Ammi Jaan ! vo karti h apke kanha ki puja ...hum nahi jante the ki Ammi Jaan ko ap itni pasand h
Jodha : vo hum
Jalal smirks and claps his hand ...
Jalal :Ammi Jaan sandesh bheja jaye ki humne unhe yad kiya h
Servant : Shama kijiyega shehnshah Malika e aliya to dargah sharif gayi h
Jalal : thik h tum jao
Jodha face drops...Jalal leaves
In Jodha room
Jalal enters
Moti sitting besides kanha mandir
Moti :(seeing shehnshah) (BOWS BEFORE HIM)
Jalal sits before mandir lits diya ...(remembering how Jodha did puja on that day ) he does tilak to kanha ...makes kanha wear mala
Moti is surprised to see Mughal Shehnshah doing Kanha Puja
Jalal does arti and leaves
In the Kabra
Jodha soul :(laughs) shehnshah ! koi vishwas nahi kar pata ki apne kanha pujan kiya tha us din
Jalal soul: ha Jodha socha to humne bhi nahi tha kabhi ...ek taraf hum apke liye jo humse ban pad rha tha kar rhe the apka khyal rakh rhe the or dusri taraf hum apne dimag ko ye kehkar iski safai de rahe the ki hum ye sirf isliye kar rhe hai kyunki hum apne walihaad ki maut ki saza dene chahte hai apko hum apko khud dukh pohochana chahte h par sach to yeh tha ki humare man mai kuch ehsas humare sine mai dil ne dastak de di thi
Jodha soul : ap jis tarah hamare parivaar ko dukh pohocha rahe the nafrat to hume bhi apse honi chahiye thi or haan karte the hum apse us samay ghrina par un ehsaso ko mehsoos unke hatho majboor to hum bhi the
In Jodha nazarbandi room
Jalal enters
Jalal : ab to ap khana kha sakti h
Jodha : shehnshah ! par puja
Jalal: vo ! vo hum vo humne kanha pujan kar diya h ...
Jodha:(utterly surprised that Jalal did puja for her )apne apne kanha ki puja ki apko puja karni ati bhi hai
Jalal : haan voh humne ap ko us din dekha tha to hume yad tha
Jodha : (murmurs) hume ummed nhi thi ki shamsheer chalane ke alava bhi kuch
Jalal :.apne kuch kaha ? ap chahe to apni bandhi moti se puch sakti h (he is about to clap his hand and call moti )
Jodha : kuch nhi vo hum keh rhe the ki iski koi avashyakta nahi h ...hum bhojan kr rhe h ...
Jodha haves food and Jalal leaves
Jodha finishes her food when a servant comes
Servant : begum sahiba apki dawaiya
Jodha : haan ap inhe rakh di jiye hum le lenge
Servant : ye shehnshah ka hukm h ki ap hum ye dawaiyan apko dekar hi laute ye unhone khud apne hatho se bhijwayi h
Jodha turns and find medicines are not in her room ...they were with Jalal in his room...Jodha is confused and surprised with Jalal care
Jodha : (murmurs) pta nhi kya chal rha h shehnshah ke dimag mai ab konsa naya khel khel rahe h vo ...
Jodha takes medicine .servant informs Jalal he seemed happy and satisfied...
VOICE OVER :
Khel to kismet khel rahi thi ...do dil pas to aa rhe h par unhe milne nahi de rahi ek saazish ...futega jald hi pap ka ghada ...ho ga saazisho ka parda fash or itihaas ki tarikh mai darj hogi ek amar prem katha ...gatha Jodha Akbar ke prem ki ...
precap : umm later ...m thinking
Do comment and lyk
Should i continue ??
... Shahzada Of Her Dreams ... ::::::::::::::::::::::::::::::::Index::::::::::::::::::::::::::::::: Chapter-1.....The beginning Chapter-2:...
Jodha Akbar FF : --- Who loves Him Most (M) --- Link to my other threads Thread 1 Thread 2 - Thread 3 :::::Thread 4::::...
Prologue: How it happens when both the hearts fall for each other madly without knowing each other? He is the emperor of the great Mughal...
Hemakeerti OSes - Compiled PBD INDEX Prologue Chapter 1 Chapter 2 Chapter 3 Chapter 4 Chapter 5 Chapter 6 Chapter 7 Chapter 8 Chapter 9 Chapter...
Prologue A beautiful young woman stood lost on a plateau . She was clad all in white . Her long black hair blowed in the wind. With her...
999