Thoda chill karo yaar , Aaa, ooo ,,hi toh padn thi ... ruqaiya had to read nahi toh harem ke begums par raj kaise karte jab ... may be ruqaiya ne apna dimaag laga ke hindi seekhe hogi n then said hum bahut hoshiyaar hain hoshiyaar .. humne hindi bhi seekh li, ab yeh begumein kaha bach kar jayeegee ... 😉