Naam hai mera Armaan Suri
Karta hoon khubsoorat fans ki kami poori
Kaam to hai, par na kaam jaisa
Jassi ka baar baar dil dukhaya hai waise
Socho insaan hu main kaisa?
Nafrat karne laga hoon main khudse
Ay mere hamsafar mere hi company ki ceo...
Kyun mujhe chod kar chale gaye ho?
Tumhare bina main kuch bhi nahin...
Mar na jaaon main ab kahiin
Jassi ko pyaar ka vada diya,
Mallika ko shaadi ki jhooti kasam...
Rabba kabhie to inko bataana..
kahan tab jaana maine dil ka rasam
Future mera Jassi hai
Har hal me ise bachaana hai..
Iske liye meri zindagi toote
kuch bhi mujhe problem nahi hai!
Jassi ke saamne saccha pyar dikhaoon
'Mallika se shaadi na karoon!'
Aur fiance' samne aaye to
Moon mod jaoon!
Jassi hi hai ab mera irada
Meri jeene ki tamanna,
Tum sab se hain yaron yeh vada
Ban gaya hun awara,pagal,deewana!