Musical Gulmohor - Game !!! - Page 9

Created

Last reply

Replies

251

Views

11.7k

Users

11

Frequent Posters

Ambrosia thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 5
Posted: 19 years ago
#81

Originally posted by: Mauritian

ok main mallika
and me looking for armaan

jaaaane jaaan. dhooondti fir rahiii main tumhaaain raaat din main yahaaan se waaaahaaan...

mujh ko aaawaaaz do tum chhooope ho kaaaahhhaaan....

main yaahhaaaannn 😆 😆 😆

KYA MUSIBBAT MAINE PALA,US TARAF BEHRA PURAB😆 TO IS TARAF JUNGLI ARYAN OR NACCHARI MALLIKA.😭😆

Mauritian thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#82

Originally posted by: Apurva

KYA MUSIBBAT MAINE PALA,US TARAF BEHRA PURAB😆 TO IS TARAF JUNGLI ARYAN OR NACCHARI MALLIKA.😭😆

main dil hoon ek armaaan bhara

too aake mujhe pehchaan jara😭😭😭

Ambrosia thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 5
Posted: 19 years ago
#83

Originally posted by: Mauritian

main dil hoon ek armaaan bhara

too aake mujhe pehchaan jara😭😭😭

Tu nahin hain mera pyaar

mat picha kar baar baar

bhagja apne bhaike paas

woh dhundega tere liye kimti gale ka har.

main to hoon bas jassi ka

yeh aaj tu samajhle

mera pyaar kabhi na milega tujhe

chahe kitne asu tu bahale

Mauritian thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#84

Originally posted by: Apurva

Tu nahin hain mera pyaar

mat picha kar baar baar

bhagja apne bhaike paas

woh dhundega tere liye kimti gale ka har.

main to hoon bas jassi ka

yeh aaj tu samajhle

mera pyaar kabhi na milega tujhe

chahe kitne asu tu bahale

meraa jiivan koraa kaagaz koraa hii rah gayaa

jo likhaa thaa.....

jo likhaa thaa aansoon ke sang bah gayaa😭😭😭

Ambrosia thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 5
Posted: 19 years ago
#85

Originally posted by: Mauritian

meraa jiivan koraa kaagaz koraa hii rah gayaa

jo likhaa thaa.....

jo likhaa thaa aansoon ke sang bah gayaa😭😭😭

yeh magar mach ke asu mujhe maat dikha tu

yaha pe teri daal nahin galegi

Mauritian thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#86
chingaaree koee bhadake, to saawan use buzaaye

saawan jo agan lagaaye, use kaun buzaaye?

patazad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaaye

jo baag bahaar mein ujade, use kaun khilaaye?

😭




Kabhi Khud Pe Kabhi Haalaat Pe Rona Aaya

Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya 😭 😭 😭




Meri Bheegi Bheegi Si Palkon Pe Reh Gaye

Jaise Mere Sapne Bikhar Ke

Jale Man Tera Bhi Kisike Milanko

Armaaan Tu Bhi Tarse 😡 😡 😡


Tum Agar Mujhko Na Chaaho To Koi Baat Nahin

Tum Kisi Aur Ko Chaahoge To Mushkil Hogi 😡



Tum mujhe yuh bhula na paoge

haan tum mujhe yuh bhula na paoge

Jab kabhi bhi sunoge geet mere

Sanng sanng tum bhi gungunaoge 😭




Tum pukar lo, tumhara intezaar hai, tum pukar lo

Khwaab chun rahi hai raat beqarar hai

Tumhara intezaar hai, tum pukar lo 😳 😭 😭
Ambrosia thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 5
Posted: 19 years ago
#87
Meri saanson mein basa hai jassi ka hi ek naam
Uski yaad humsafar subah o shaam
Uski yaad humsafar subah o shaam..
Woh mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein bhejoon usko yeh payaam
Uski yaad humsafar subah o shaam
Uski yaad humsafar subah o shaam


Aankhon mein tasveer hai jaise woh meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise
Khwaabon khwaabon woh mile na jaane kya hain silsile
Palkhon par ye pyaar ke na jaane kitne gul khile
Uske khwaab sajaate rehna ab hai mera kaam
Uski yaad humsafar subah o shaam
Uski yaad humsafar subah o shaam


Phoolon par shabnam ki nami hai rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi kehte hain bas uski kami hai
Baagon mein hum jo milein to gaayein saari koyalein
Mehke saara ye samaa havayein mehki si chaleinUski khushboo se bhar jaayein kaliyon ke ye jaam
Uski yaad humsafar subah o shaam
Uski yaad humsafar subah o shaam...😳
Edited by Apurva - 19 years ago
Mauritian thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#88

Originally posted by: Apurva

yeh magar mach ke asu mujhe maat dikha tu

yaha pe teri daal nahin galegi

jo bhi kahana hai gaaaaa kar kaho😆

Hey, Dekha Na Haaye Re,

Socha Na Haaye Re,

Rakh Di Nishaane Pe Jaan

Kadmon Mein Tere,

Nikle Mera Dam,

HAI BAS YAHI ARMAAN😃

Mauritian thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#89

MALLIKA AGAIN TO ARMAAN:

pyaar manga hai tumhi say

na inkaar karo😳

paas baitho jaraa aaj to

ikraar karo❤️

laddoo598 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 5
Posted: 19 years ago
#90
Aj raksha bandhan ke is shuv din mein Me armaan suri apne pure hosh mein rehte hue yeh declare karta hu ki maine mallika ko hamesha apni behen ki tarah dekha hain! 😆 Armaan to mallika=Phoolonka taronka sabka kehna hain,ek hazar mein meri behna[mallika] hain! 😆 😳 😆
Mallika mujhe rakhi nahin badhongi? 😃
Edited by laddoo598 - 19 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".