abhi tak aayi nahi kamaal hai
nahi to jaldi pahonch jaati hai
and bindi pata hai tum lashy ki assitant ho dont worry tumhare waqt bhi aayega tumhe bhi jaddo poocha and vaccum cleaner de denge
abhi abhi nayi jaddopochha wali bani ho dheere dheere sab samaj jaogi
and as for my tapori arre yaar mere tapori jaisa yahan kaun hai
uske hote hue apun ko koi fikar nahi
uska marzi jaisa chahega waise karega
jyada hull nahi dene ka kyaaaa
apna tapori ekdum jhakkas hai re