Ajnabi the do din ke
Jab maana tha tumhe paraya,
Bekhabar tha tab tak
Yeh dil me tune samaaya,
Anjaana tha jab tak
Tumne mujhse dilko churaya,
Bezubaan hogaya ab tho
Duniya tumse rootne laga,
Par abhi yeh jaangaya
Mein kaun hoon tumhara saaya,
Aur tum mereliye jeeya,
Kabhi alag karna payega
Dushman Duniya aur Khuda...