Back to hell
Bhagwanji, saavdhan! Aapke pados ke Nark Apartments main churail Mallika rehne aa rahi hai. Zara time-time par usko check karte rehna, please. Kahin woh wapas Armaan ke paas na aa jaye.
But udhar, musical Raghav ka toh music hi band ho gaya Jassi ka message sun kar. Poor fellow. Ek toh Bhagwan ne itni sad shakal di hai, aur upar se kismet pe bhi phite-mooh ka sticker laga hua hai. Kya kare bechara?