2.waqt insaan ko sab kuch badal deta hai...
3.pata hai kaisa lagta hai jab apne haaton se se apni maa ko agni dete,kaisa lagta hai apne maa bap ko jaalake usi ghar me kadam rakhte hai jahan wo kabhi wapas nahi aayenge kaisa lagta hai jab log kehte hai ke wo samaj sakte hain ke hum kya mehsoos karte par koi kuch nahi samajhta...dammit i shivered at the end of dialog and cried at this sceneðŸ˜...
4.client ke samne kabhi itne over excited mat hona ki aise lage ke tum deal final karne ke liye ucchal rahe ho apne style se kaam karo apni sharton par😆...aakash reaction is worth to watch🤣...
5.jo tara khud khatam ho raha hai,wo mujhe kya dega...
6.sapno ki duniya mainrehna accha hai kyunki haqiqat ki duniya main aksar dil toote hai...
7.kuch rishte ajeeb hi dor main bandhe hote hai,takraar se shuru hote hain aur nafraat ki saaye main panaapte hain,girte hain,padte par khayam rehte hai...nafrat badti jaati hai aur rishte ki gaante aur gehri hoti jaati hai...itni ke ek din nafrath bhi aur badhne se sharma jaati hai...aur wo rishte ek bandhan banke rehjaate hain lekin srif nafrat wale...kabhi kabhi aise lagta hai use nafrat ke mahool main kuch to haijo hum se kehta hai is unsuni,anjaane se,ankahe se ehsaas ko ek mauka to do,par jis rishte ki neev hi nafrat pe rakhi gayi ho usse kuch bhi umeed lagana nadani nahi to aur kya hoga? aur shayad ye nadani hum kar baithe...warna kyun itni nafrat ke bawajood humein aapki yaad aati aa rahi hai? kyun hum aapse ladte hain,jhagadte hain, aur aapke ke jane ke baad aap hi rah dekte hain?,hawaoon se aapki baatein karte hain?
8.aankhon main dekh kar sab kuch nahi jaana jata,
agar koi cheez nazar nahi aa rahi hai iska matlab yeh nahi ki wo hai nahi...
9.bahar ki duniya ke liye shayad tum ajeeb ho😆😆
10.problem koi bhi ho professional ya personal,solution ek hi hota hai,solution kisi feeling se nahi hota...solutiona aata hai paise aur power se...ye ek aisi language hai jo sabke samaj aati hai...This is soo TRUE🥱...
will add more share urs plz...lets see how many dialogues we get😳