Ek hai arnav
Jo pehle jagadta tha ..akadta tha
Par abh hai kisi ke liye sabse pyaara
Kise ne use apna banaya
Pyaar bataya
Hasna sikhaya..
Wo hai khushi
Chulbuli si
Hai thodi natkat
Par usi ne arnav ko jina sikhaya..
Iss pyaar mein nafrat hai
Nafrat mein mohobbat hai
Arnav ke dil mein khushi
Khushi ki dhadkan arnav hai
Jab dono hote hai pass
Dono ki dhadkan hoti hai tez
Karti hai dhak dhak kuch khas
Milkar dono ladte hai
Pyaar se jagadte hai
Par karte hai mohhobat
Jisko nahi kisi aur ki zarurat
Arnav ko khushi aur khushi ko arnav
Hai jaan se bhi pyaara
Naa lagne ek dusre gam zara
Tu hi bata de rabba
Iss pyaar ko kya naam doon?
201